Yeh Mufakkir E Islam Allama Iqbal Ka Nihayat Hi Pakeeza O Fikrangez Kalam Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-o-Maghrib Ke Maikhane Hai. Is Kalam Mein Ummat E Muslimah Ke Urooj O Zawal Aur Roohani Tasawwur Ko Khubsurat Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai. Aayein Is Shandar Kalam Ko Roman, Hindi Aur Urdu Zaban Mein Mulaahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-o-Maghrib Ke Maikhane |
| Poet / Writer | Allama Iqbal |
| Category | Kalam E Iqbal |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-o-Maghrib Ke Maikhane Lyrics In Roman
Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-O-Maghrib Ke Maikhane
Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-O-Maghrib Ke May Khane
Yahan Saqi Nahin Payda, Wahan Be-Zauq Hai Sehba
Na Iran Main Rahe Baqi, Na Tooran Mein Rahe Baqi
Woh Banday Faqr Tha Jin Ka Halaak-E-Qaisar-O-Kasra
Yehi Sheikh-E-Haram Hai Jo Chura Kar Baich Khata Hai
Galeem-E-Bu Zar (R.A.)-O-Dalaq-E-Awais (R.A)-O-Chadar-E-Zahra (R.A.)
Huzoor-E-Haq Mein Israfeel Ne Meri Shikayat Ki
Ye Banda Waqt Se Pehle Qayamat Kar Na De Barpa
Nida Ayi Ke Ashob-E-Qayamat Se Ye Kya Kam Hai
‘Garaftah Cheeniyan Ahram-O-Makki Khufta Dar Batha’
(Ye Misra Haheem Sanai R.A. Ka Hai)
Labalab Shisha’ay Tehzeeb-E-Hazir Hai Ma’ay ‘LA’ Se
Magar Saqi Ke Hathon Mein Nahin Paymana’ay ‘ILLAH’
Daba Rakha Hai Uss Ko Zakhmawer Ki Taiz Dasti Ne
Bohat Neeche Suron Mein Hai Abhi Yourap Ka Wavela
Issi Darya Se Uthti Hai Woh Mouj-E-Tund Joulan Bhi
Nehnangon Ke Nasheman Jis Se Hote Hain Teh-O-Bala
Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-o-Maghrib Ke Maikhane Lyrics In Hindi
बहुत देखे हैं मैं ने मश्रिक़-ओ-मग्रिब के मयख़ाने
बहुत देखे हैं मैं ने मश्रिक़-ओ-मग्रिब के मय ख़ाने
यहाँ साक़ी नहीं पैदा, वहाँ बे-ज़ौक़ है सहबा
न ईरान में रहे बाक़ी, न तूरान में रहे बाक़ी
वो बंदे फ़क़्र था जिन का हलाक-ए-क़ैसर-ओ-किसरा
यही शैख़-ए-हरम है जो चुरा कर बेच खाता है
गलीम-ए-बू ज़र (र.अ.)-ओ-दलक़-ए-उवैस (र.अ.)-ओ-चादर-ए-ज़हरा (र.अ.)
हुज़ूर-ए-हक़ में इसराफ़ील ने मेरी शिकायत की
ये बंदा वक़्त से पहले क़यामत कर न दे बरपा
निदा आई कि आशोब-ए-क़यामत से ये क्या कम है
‘गिरफ़्ता चीनियाँ ऐहराम-ओ-मक्की ख़ुफ़्ता दर बतहा’
(ये मिसरा हकीम सनाई र.अ. का है)
लबालब शीश-ए-तहज़ीब-ए-हाज़िर है मए ‘ला’ से
मगर साक़ी के हाथों में नहीं पैमाना-ए-‘इल्ला’
दबा रखा है उस को ज़ख़्मावर की तेज़ दस्ती ने
बहुत नीचे सुरों में है अभी यूरोप का वावेला
इसी दरिया से उठती है वो मौज-ए-तुंद जौलाँ भी
निहंगों के नशेमन जिस से होते हैं तह-ओ-बाला
Bohat Dekhe Hain Main Ne Mashriq-o-Maghrib Ke Maikhane Lyrics In Urdu
بہت دیکھے ہیں میں نے مشرق و مغرب کے مے خانے
بہت دیکھے ہیں میں نے مشرق و مغرب کے مے خانے
یہاں ساقی نہیں پیدا، وہاں بے ذوق ہے صہبا
نہ ایران میں رہے باقی، نہ توران میں رہے باقی
وہ بندے فقر تھا جن کا ہلاکِ قیصر و کسریٰ
یہی شیخِ حرم ہے جو چرا کر بیچ کھاتا ہے
گلیمِ بوذر (رض) و دلقِ اویس (رض) و چادرِ زہرا (رض)
حضورِ حق میں اسرافیل نے میری شکایت کی
یہ بندہ وقت سے پہلے قیامت کر نہ دے برپا
ندائے آئی کہ آشوبِ قیامت سے یہ کیا کم ہے
’گرفتہ چینیاں احرام و مکی خفتہ در بطحا‘
(یہ مصرعہ حکیم سنائی رض کا ہے)
لبالب شیشہء تہذیبِ حاضر ہے مئے ’لا‘ سے
مگر ساقی کے ہاتھوں میں نہیں پیمانہء ’الا‘
دبا رکھا ہے اس کو مضراب کی تیز دستی نے
بہت نیچے سروں میں ہے ابھی یورپ کا واویلا
اسی دریا سے اٹھتی ہے وہ موجِ تند جولاں بھی
نہنگوں کے نشیمن جس سے ہوتے ہیں تہ و بالا