Chehra Mere Khwaja Ka Manqabat Lyrics
Manqabat e Garib Nawaz
Tanveere Muhammed hai chehra mere Khwaja kaKaaba hai fakeeron ka Rauza mere Khwaja ka.
Jis ko na yaqee aaye Ajmer chala jaaye
Bat ta hai ghar ghar me sadqa mere Khwaja ka
Phool aaye hai jannat se khushboo hai Madine ki
Goonda hai farishton ne sehra mere Khwaja ka
Hoti hai waha baarish din raat rehmat ki
Tum jaake zara dekho Rauza mere Khwaja ka.