Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja Manqabat Lyrics || Barkate Raza

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja Silsila-E-Chishtia Ke Akabireen Ki Shaan Mein Likhi Gayi Ek Nihayat Hi Ruhani Aur Dilkash Manqabat Hai.
Is Kalam Mein Khwaja Gareeb Nawaz Aur Digar Chishtia Hastiyon Se Aqeedat Aur Ahle Bait Ki Mohabbat Ka Khoobsurat Zikr Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Barkat Bhari Sufiyana Manqabat Ke Mukammal Lyrics Ko Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.

Naat Information Details
Naat Title Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja
Poet / Writer Al Haj Sayyed Mohammed Qadri Sahab
Category Manqabat (Chishti Rang)
Naatkhawan / Reciter Traditional / Qawwal

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja Lyrics In Roman

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja
Laga Ke Zarbe Haq Moin Mastiyo Mein Baith Ja

Majaal Kya Duba Sake Ye Mauj E Beher E Bekara
Tu Ahle Bait Ki Azeem Kashtiyo Mein Baith Ja

Junaid O Bayazeed Ka Jo Faiz Ho Fareed Ka
Na Darbadar Bhatak Inhi Ki Bastiyo Mein Baith Ja

Tu Baba Fakhruddin Aur Qutub Nizamuddin Se
Wila Ke Jaam Lele Aisi Hastiyo Mein Baith Ja

Tu Sayyed E Shikasta Dil Azab E Naar Se Na Dar
Tu Padh Le Khatme Khwajga Chishtiyo Mein Baith Ja

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja
Laga Ke Zarbe Haq Moin Mastiyo Mein Baith Ja

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja Lyrics In Hindi

चिश्तियो में बैठ जा बहिश्तियो में बैठ जा
लगा के ज़रबे हक़ मोईन मस्तियों में बैठ जा

मजाल क्या डुबा सके ये मौज-ए-बहर-ए-बेकरां
तू अहले बैत की अज़ीम कश्तियों में बैठ जा

जुनैद ओ बायज़ीद का जो फ़ैज़ हो फ़रीद का
न दरबदर भटक इन्हीं की बस्तियों में बैठ जा

तू बाबा फ़ख़रुद्दीन और क़ुतुब निज़ामुद्दीन से
विला के जाम लेले ऐसी हस्तियों में बैठ जा

तू सय्यद-ए-शिकस्ता दिल अज़ाब-ए-नार से न डर
तू पढ़ ले ख़त्मे ख़्वाजगान चिश्तियों में बैठ जा

चिश्तियो में बैठ जा बहिश्तियो में बैठ जा
लगा के ज़रबे हक़ मोईन मस्तियों में बैठ जा

Chishtiyo Mein Baith Ja Bahishtiyo Mein Baith Ja Lyrics In Urdu

چشتیوں میں بیٹھ جا بہشتیوں میں بیٹھ جا
لگا کے ضربِ حق معین مستیوں میں بیٹھ جا

مجال کیا ڈبا سکے یہ موجِ بحرِ بے کراں
تو اہل بیت کی عظیم کشتیوں میں بیٹھ جا

جنید و بایزید کا جو فیض ہو فرید کا
نہ دربدر بھٹک انہی کی بستیوں میں بیٹھ جا

تو بابا فخر الدین اور قطب نظام الدین سے
ولاء کے جام لے لے ایسی ہستیوں میں بیٹھ جا

تو سیدِ شکستہ دل عذابِ نار سے نہ ڈر
تو پڑھ لے ختمِ خواجگان چشتیوں میں بیٹھ جا

چشتیوں میں بیٹھ جا بہشتیوں میں بیٹھ جا
لگا کے ضربِ حق معین مستیوں میں بیٹھ جا

Leave a Comment