Assalamu Alaikum. Aaj Hum Aap Ki Khidmat Mein Syeda Rabia Gillani Sahiba Ki Awaz Mein Padhne Waali Nihayat Hi Khoobsurat Aur Dilkash Naat Sharif “Dilon Se Gham Mitata Hai Muhammad Naam Aisa Hai” Lekar Hazir Hue Hain. Humein Kamil Umeed Hai Ke Yeh Noorani Kalam Aap Ke Qalb Ko Suroor-E-Mustafa Se Bhar Dega.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Dilon Se Gham Mitata Hai Muhammad Naam Aisa Hai |
| Poet / Writer | Zahid Fakhri |
| Category | Naat-E-Paak |
| Naatkhawan / Reciter | Syeda Rabia Gillani |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Dilon Se Gham Mitata Hai Muhammad Naam Aisa Hai Lyrics In Roman
Dilon Se Gham Mitata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Nagar Ujde Basata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Unhi Ke Naam Se Paai
Faqeeron Ne Shahnshahi
Khuda Se Bhi Milata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Unhi Ke Zikr Se Roushan Rutein
Phir Lout Aati Hein
Nassebon Ko Jagata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Duroodon Ki Mahak Se
Mahfilen Aabad Rahti Hein
Meri Naatein Sajata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Muhabbat Ke Kanwal Khiltein Hein
Unko Yaad Karne Se
Badi Khushbooyen Lata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Dilon Se Gham Mitata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Nagar Ujde Basata Hai
Muhammad Naam Aisa Hai
Dilon Se Gham Mitata Hai Muhammad Naam Aisa Hai Lyrics In Hindi
दिलों से ग़म मिटाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
नगर उजड़े बसाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
उन्हीं के नाम से पाईं
फ़क़ीरों ने शहंशाही
ख़ुदा से भी मिलाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
उन्हीं के ज़िक्र से रौशन रुतें
फिर लौट आती हैं
नसीबों को जगाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
दुरूदों की महक से
महफ़िलें आबाद रहती हैं
मेरी नातें सजाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
मोहब्बत के कँवल खिलते हैं
उनको याद करने से
बड़ी ख़ुश्बूएँ लाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
दिलों से ग़म मिटाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
नगर उजड़े बसाता है
मुहम्मद नाम ऐसा है
Dilon Se Gham Mitata Hai Muhammad Naam Aisa Hai Lyrics In Urdu
دلوں سے غم مٹاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
نگر اجڑے بساتا ہے
محمد نام ایسا ہے
انہیں کے نام سے پائیں
فقیروں نے شہنشاہی
خدا سے بھی ملاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
انہیں کے ذکر سے روشن رتیں
پھر لوٹ آتی ہیں
نسیبوں کو جگاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
درودوں کی مہک سے
محفلیں آباد رہتی ہیں
میری نعتیں سجاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
محبت کے کنول کھلتے ہیں
ان کو یاد کرنے سے
بڑی خوشبوئیں لاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
دلوں سے غم مٹاتا ہے
محمد نام ایسا ہے
نگر اجڑے بساتا ہے
محمد نام ایسا ہے