Allama Muhammad Iqbal Ka Yeh Nihayat Hi Shandaar Aur Falsafiyana Kalam Hai.
Is Pyare Kalam Me Khudi Aur Bandagi Ki Azeem Haqeeqat Ko Bayan Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Ruhani Aur Baseerat-Afzooz Kalam-E-Iqbal Ka Mutala Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Gaisu-E-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar |
| Poet / Writer | Allama Muhammad Iqbal |
| Category | Sufi Kalam / Kalam-E-Iqbal |
| Naatkhawan / Reciter | Masuma Anwar |
| Book Name | Bal-E-Jibril |
Gaisu-E-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar Lyrics In Roman
Gaisu-E-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar
Hosh-O-Khirad Shakar Kar, Qalb-O-Nazar Shakar Kar
Ishq Bhi Ho Hijab Mein, Husn Bhi Ho Hijab Mein
Ya Tu Khud Ashkar Ho Ya Mujhe Aashkar Kar
Tu Hai Muheet-E-Bekaran, Mein Hun Zara Si Aabjoo
Ya Mujhe Hamkinar Kar Ya Mujhe Bekinar Kar
Main Hun Sadaf Tou Tere Hath Mere Guhar Ki Abroo
Mein Hun Khazaf Tou Tu Mujhe Gohar-E-Shahwar Kar
Naghma’Ay Nau Bahar Agar Mere Naseeb Mein Na Ho
Iss Dam-E-Neem Souz Ko Taeerak-E-Bahar Kar
Bagh-E-Bahisht Se Mujhe Hukam-E-Safar Diya Tha Kyun
Kaar-E-Jahan Daraz Hai, Ab Mera Intizar Kar
Roz-E-Hisab Jab Mera Paish Ho Daftar-E-Amal
Aap Bhi Sharamsaar Ho, Mujh Ko Bhi Sharamsaar Kar
Gaisu-E-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar Lyrics In Hindi
गैस-ए-ताबदार को और भी ताबदार कर
होश-ओ-ख़िरद शिकार कर, क़ल्ब-ओ-नज़र शिकार कर
इश्क़ भी हो हिजाब में, हुस्न भी हो हिजाब में
या तू ख़ुद आश्कार हो या मुझे आश्कार कर
तू है मुहीत-ए-बेकराँ, मैं हूँ ज़रा सी आबजू
या मुझे हमकिनार कर या मुझे बेकिनार कर
मैं हूँ सदफ़ तो तेरे हाथ मेरे गुहर की आबरू
मैं हूँ ख़ज़फ़ तो तू मुझे गौहर-ए-शाहवार कर
नग़मा-ए-नौ बहार अगर मेरे नसीब में न हो
इस दम-ए-नीम सोज़ को ताएरक़-ए-बहार कर
बाग़-ए-बहिश्त से मुझे हुक्म-ए-सफ़र दिया था क्यों
कार-ए-जहाँ दराज़ है, अब मेरा इंतज़ार कर
रोज़-ए-हिसाब जब मेरा पेश हो दफ़्तर-ए-अमल
आप भी शर्मसार हो, मुझको भी शर्मसार कर
Gaisu-E-Tabdar Ko Aur Bhi Tabdar Kar Lyrics In Urdu
گیسوئے تاب دار کو اور بھی تاب دار کر
ہوش و خرد شکار کر، قلب و نظر شکار کر
عشق بھی ہو حجاب میں، حسن بھی ہو حجاب میں
یا تو خود آشکار ہو یا مجھے آشکار کر
تو ہے محیطِ بے کراں، میں ہوں ذرا سی آبجو
یا مجھے ہمکنار کر یا مجھے بے کنار کر
میں ہوں صدف تو تیرے ہاتھ میرے گہر کی آبرو
میں ہوں خزف تو تو مجھے گوہرِ شاہوار کر
نغمۂ نو بہار اگر میرے نصیب میں نہ ہو
اس دمِ نیم سوز کو طائرکِ بہار کر
باغِ بہشت سے مجھے حکمِ سفر دیا تھا کیوں
کارِ جہاں دراز ہے، اب میرا انتظار کر
روزِ حساب جب میرا پیش ہو دفترِ عمل
آپ بھی شرمسار ہو، مجھ کو بھی شرمسار کر