Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se || Barkate Raza

Assalamu Alaikum. Aaj Hum Aap Ki Khidmat Mein Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab Ki Awaz Mein Maqbool-e-Zaman Shayer Qamar Jalalvi Ka Likha Hua Sufiana Ghazal “Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se” Lekar Hazir Hue Hain. Humein Kamil Umeed Hai Ke Yeh Noorani Kalam Aap Ke Qalb Ko Suroor Aur Wajd Se Sarshaar Karega.

Naat InformationDetails
Naat TitleGale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se
Poet / WriterQamar Jalalvi
CategoryUrdu Ghazal
Naatkhawan / ReciterUstad Nusrat Fateh Ali Khan
Book NameBarkate Raza Naat Book

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics In Roman

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se
Ilahi Yeh Ghata Do Din Toh Barse

Na Chched E Humnasheen Rooh Daad E Maahi
Baras Jaayenge Toofan Chashme Tar Se

Mere Ghar Aaj Koi Aa Raha Hai
Ilahi Aasmaan Se Noor Barse

Saraapa Sher O Nagma Ho Gul Ho
Tumhein Dekhe Koi Meri Nazar Se

Qamar Tumko Ham Hi Kuch Jaante Hain
Nazar Aate Ho Kaise Mohtabar Se

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics In Hindi

गले लिपटे हैं वो बिजली के डर से
इलाही ये घटा दो दिन तो बरसे

न छेड़ ऐ हमनशीं रूह दाद ए माही
बरस जाएँगे तूफ़ान चश्म-ए-तर से

मेरे घर आज कोई आ रहा है
इलाही आसमान से नूर बरसे

सरापा शेर ओ नग़्मा हो गुल हो
तुम्हें देखे कोई मेरी नज़र से

क़मर तुमको हम ही कुछ जानते हैं
नज़र आते हो कैसे मोतबर से

Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se Lyrics In Urdu

گلے لپٹے ہیں وہ بجلی کے ڈر سے
الٰہی یہ گھٹا دو دن تو برسے

نہ چھیڑ اے ہمنشیں روح دادِ ماہی
برس جائیں گے طوفاں چشمِ تر سے

میرے گھر آج کوئی آ رہا ہے
الٰہی آسمان سے نور برسے

سراپا شعر و نغمہ ہو گل ہو
تمہیں دیکھے کوئی میری نظر سے

قمر تمکو ہم ہی کچھ جانتے ہیں
نظر آتے ہو کیسے معتبر سے

Leave a Comment