Hind Ke Tajdar Hain Khwaja Hind Ke Raja Mere Khwaja Lyrics
Charaag-E-Chisht Shah-E-Auliya Gareeb-Nawaaz
Mere Huzoor Mere Peshwa Gareeb-Nawaaz
Suno Suno Mere Haajat-Rawa Gareeb-Nawaaz
Main De Raha Hun Sada Par Sada Gareeb-Nawaaz
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hain Saraapa Ye Misl-E-Zaat-E-Husain
Aur ‘Ali Ka Waqaar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Mil Gaya Chain Naam Lete Hi
Mere Dil Ka Qaraar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Jholiyan Sainkdon Ki Bharte Hain
Faiz Ka Aabshaar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Saari Duniya Nisaar Khwaja Par
Aur Nabi Par Nisaar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Kyun Pareshaaniyon Se Ghabraaun
Jab Mere Gam-Gusaar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Mujh Ko Sayyad ! Yahin Milegi Amaan
Markaz-E-E’tibaar Hain Khwaja
Hind Ke Taajdaar Hain Khwaja
Aur Baa-Ikhtiyaar Hain Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Raja Mere Khwaja
Hind Ke Tajdar Hain Khwaja Lyrics in Hindi
चराग़-ए-चिश्त शह-ए-औलिया ग़रीब-नवाज़ !
मेरे हुज़ूर मेरे पेशवा ग़रीब-नवाज़ !
सुनो सुनो, मेरे हाजत-रवा ग़रीब-नवाज़ !
मैं दे रहा हूँ सदा पर सदा ग़रीब-नवाज़ !
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हैं सरापा ये मिस्ल-ए-ज़ात-ए-हुसैन
और ‘अली का वक़ार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
मिल गया चैन नाम लेते ही
मेरे दिल का क़रार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
झोलियाँ सैंकड़ों की भरते हैं
फ़ैज़ का आबशार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
सारी दुनिया निसार ख़्वाजा पर
और नबी पर निसार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
क्यूँ परेशानियों से घबराऊँ
जब मेरे ग़म-गुसार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
मुझ को, सय्यद ! यहीं मिलेगी अमाँ
मरकज़-ए-ए’तिबार हैं ख़्वाजा
हिन्द के ताजदार हैं ख़्वाजा
और बा-इख़्तियार हैं ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा
हिन्द के राजा, मेरे ख़्वाजा