Hum aakhirat ke raahi Lyrics
Dunya se jee chura kar
Uqba se dil laga kar
Apnon se door ja kar
Khoon-e-jigar jala kar
Hum dey chaley jahan mein tawheed ki gawahi
Hum aakhirat ke rahi
Tariq ki payrawi mein
Pas qadmiya bhula kar
Kooday te saahilon per
Hum kashtiya jala kar
Be-noor ghatiyon ki
Hum se jhati siyahi
Hum aakhirat ke rahi
Rabb se kiya tha waada
Jannat ka tha irada
Marne ki justujoo thi
Jeeney se bhi ziada
Taslees ki safon mein
Hum se machi tabahi
Hum aakhirat ke rahi
Haasil jamhooriyat ka
Insan ki taraqi
Arwah ka tanazul
Abdan ki taraqi
Hum cha to sakte thay
Lekin na hum ne chahi
Hum aakhirat ke rahi
Ik shehr-e-be-aman mein
maskan raha hamara
Be-khanuma sahi per
Hum na thay be-sahara
Hotey nahi hai tanha
Allah ke sipahi
Hum aakhirat ke rahi
Pehley bhi uthey tufaan
in europi nadiyon se
Jang-e-saleeb jari hai
Aaj bhi sadiyon se
Afghan se bhi lekin
chooti na kaj kulahi
Hum aakhirat ke rahi
Ishrat se kaisey guzrey
Jab deen pe aanch aaey
Yeh sar hon dosh per kyun
Yeh jaan kyun na jaey
Haqq janchta hai kisne
Kaisey wafa nibahi
Hum aakhirat ke rahi
Hum Rehmat-e-jahan ke
Peyro hon narm kho ho
Nafrat ke dasht-o-ban mein
Ulfat ki justujoo hon
Hum ummat-e-Nabi (salallahu alayhi wassalm) per
Ho Rehmat-e-Ilaahi
Hum aakhirat ke rahi
Jis ja kahey shariat
Hum sar bakaf wahan hon
Haqq rauk de jo lekin
Ruk jaein hum jahan hon
Hum ko na ho gawara
Islam ki tabahi
Hum aakhirat ke rahi