Huzoor E Kaba Hazir Hen Haram Ki Khak Par Sar He
Huzoor E Kaba Hazir Hen Haram Ki Khak Par Sar He
Badi Sarkar Me Pohnche Muqaddar Yawari Par He
Badi Sarkar Me Pohnche
Na Hum Ane Key Qabil The Na Muh Laiq Dikhane Key
Magar Tera Karam Banda Nawaz O Banda Parwar He
Badi Sarkar Me Pohnche
Jo Hebat Se RuKey Mujrimm Tou Rehmat Ne Kaha Baddhkar
Chale Ao Chale Ao Ye Ghar Rahman Ka Ghar He
Badi Sarkar Me Pohnche
Ye Zammzamm Iss Liye He Jiss Liye Iss Ko Piye Koi
Issi Zammzamm Me Jannat He Issi Zammzamm Me Kausar He
Badi Sarkar Me Pohnche
Huwa He Peer Ka Hajj Peer Ne Jinse Sharaf Paya
Unhi Key Sadqe Me Din Jumma Ka Har Dinn Se Behtar He
Badi Sarkar Me Pohnche
Nahin Kuch Jumma Par Mauquff Afzano Karam UnKey
Jo Wo Maqbool Formale Tou Harr Hajj Hajj E Akbar He
Badi Sarkar Me Pohnche
Hassan Hajj Karliya Kabe Se Ankhoun Ne Ziya Payi
Chalo Dekhe Wo Basti Jiss Ka Rasta Dill Key Andar He
huzoor kaaba haazir hain haram ki khaak par sir hai
barri sarkar mein puhanche muqaddar yawari par hai
nah hum anay ke Laiq thay nah qabil mun dikhaane ke
magar unn ka karam zarraa Nawaz o bandah parwar hai
khabar kya hai bhikari kaisi kaisi naematain payen
yeh ooncha ghar hai iss ki bheek andaza se bahar hai
Tassadaq ho rahay hain lakhoon bande gird phir phir kar
Tuwaf khanah kaaba ajab dilchasp manzar hai
kkhuda ki shaan yeh lab aur bosa sang e Aswed ka
hamara mun aur iss qabil عطاے Rab akbar hai
jo Haibat se rُke mujrim to rehmat ne kaha barh kar
chalay aao chalay aao yeh ghar Rehman ka ghar hai
mqamِ hazrat e khilt pidar sa mehrbaan paaya
kaleja se laganay ko Hateem agosh madar hai
lagaata hai ghilaf pak koi chasham pur num se
lapat kar ملتزم se koi mehv wasal dilbar hai
watan aur uss ka tarka sadqy is shamِ gareebi par
ke noore rُkn Shami روکش subh-e Munawar hai
hue imaan taaza bosa rُkn yamani se
fida ho jaoon Yemen o ایمنی ka pak manzar hai
yeh zmzm uss liye hai jis liye is ko piye koi
aِsi zmzm mein jannat hai aِsi zmzm mein kusar hai
Shifa kyun kar nah payen name jaan zeher معاصی se
ke nzarah iraqi rukan ka tariyaaq akbar hai
صفاے qalb ke jalwey ayaan hain sae مسعی se
yahan ki be qarari bhi sakoon-e jaan-e muztir hai
sun-hwa hai paiir ka hajj paiir ne jin se Sharf paaya
unhen ke fazl se din jummay ka har din se behtar hai
nahi kuch jummay par moqoof afzal o karam un ka
jo woh maqbool farma len to har hajj hajj akbar hai
حسنؔ hajj kar liya kaaba se aankhon ne zia payi
chalo dekhen woh bastii jis ka rasta dil ke andar hai
zouqe naat