Huzoor Par Nisaar Hoon || Barkate Raza


Sarkar E Do Alam Ki Shaan E Mubarak Mein Likhah Gaya Yeh Purnoor O Dilkash Kalam Dilon Ko Roohani Khushi Aur Ishq E Rasool Se Labrez Karta Hai. Is Kalam Mein Huzoor Ki Bargaah Mein Apni Aqeedat O Nisaar Aur Unki Ghulamia Ka Behad Khubsoorat Bayan Pesh Kiya Gaya Hai. Teeno Zabanon Mein Yeh Kalam Niche Mulahiza Farmaen.

Naat InformationDetails
Naat TitleHuzoor Par Nisaar Hoon
Poet / WriterUnknown
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterOwais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Huzoor Par Nisaar Hoon Lyrics In Roman

Main Fasal Nau Bahaar Hoon
Bahaar Ka Nikhaar Hoon

Main Phool Hoon Ke Khaar Hoon
Main Noor Hoon Ke Naar Hoon

Huzoor Par Nisaar Hoon
Azaal Se Lekar Taa Baz

Nahi Hai Jiski Koi Hadd
Zubaan Pe Hai Ahad Ahad

Alam Ya Nizwaland Ulad
Wo Raaz Aashkar Hoon

Shanaware Sukhan Hoon Main
Farogh E Ilmo Fann Hoon Main

Waqar E Anjuman Hoon Main
Ghulam E Panj Tan Hoon Main

Fiza E Chaar Yaar Hoon
Ye Rehmate Rasool Hai

Meri Dua Qubool Hai
Ye Talb Hai Ke Phool Hai

Ye Naak Ka Nazool Hai
Ke Main Tera Kagaar Hoon

Karam Hai Ye Karim Ka
Main Unke Dar Ka Hoon Gada

Jo Maraz Ki Hai Dawa
Ye Meri Shaan E Marhaba

Jahan Ka Taajdar Hoon
Huzoor Par Nisaar Hoon

Huzoor Par Nisaar Hoon Lyrics In Hindi

मैं फ़सल-ए-नौ बहार हूं
बहार का निखार हूं

मैं फूल हूं के ख़ार हूं
मैं नूर हूं के नार हूं

हुज़ूर पर निसार हूं
अज़ल से लेकर ता अबद

नहीं है जिसकी कोई हद
ज़बां पे है अहद अहद

अलम या निज़वालंद औलाद
वो राज़ आशकार हूं

शनावर-ए-सुख़न हूं मैं
फ़रोग़-ए-इल्म-ओ-फ़न हूं मैं

वक़ार-ए-अंजुमन हूं मैं
ग़ुलाम-ए-पंज तन हूं मैं

फ़ज़ा-ए-चार यार हूं
ये रहमत-ए-रसूल है

मेरी दुआ क़बूल है
ये तलब है के फूल है

ये नाक का नज़ूल है
के मैं तेरा कगार हूं

करम है ये करीम का
मैं उनके दर का हूं गदा

जो मरज़ की है दवा
ये मेरी शान-ए-मरहबा

जहाँ का ताजदार हूं
हुज़ूर पर निसार हूं

Huzoor Par Nisaar Hoon Lyrics In Urdu

میں فصلِ نو بہار ہوں
بہار کا نکھار ہوں

میں پھول ہوں کہ خار ہوں
میں نور ہوں کہ نار ہوں

حضور پر نثار ہوں
ازل سے لے کر تا ابد

نہیں ہے جس کی کوئی حد
زباں پہ ہے احد احد

الم یا نزوالند اولاد
وہ راز آشکار ہوں

شناورِ سخن ہوں میں
فروغِ علم و فن ہوں میں

وقارِ انجمن ہوں میں
غلامِ پنج تن ہوں میں

فضائے چار یار ہوں
یہ رحمتِ رسول ہے

میری دعا قبول ہے
یہ طلب ہے کہ پھول ہے

یہ ناک کا نزول ہے
کہ میں تیرا کگار ہوں

کرم ہے یہ کریم کا
میں ان کے در کا ہوں گدا

جو مرض کی ہے دوا
یہ میری شانِ مرحبا

جہاں کا تاجدار ہوں
حضور پر نثار ہوں

Leave a Comment