Idhar Bhi Nigahe Karam Ghous-E-Azam Lyrics
Idhar Bhi Nigahe Karam Gause Azam
Karo Door Ranjo Alam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Khilata Pilata Hai Rabbe Do Alam
Tuje Deke Apni Kasam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Muje Khvab Me Aake Jalva Dikha Do
Karo Aaj Ki Shab Karam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Tera Hu Me Tera Mere Is Kahe Ka
Sare Hashr Rakhna Bharam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Kahi Gir Na Jaau Khudara Sambhalo
Mere Dagmagee Kadam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Bahot Chubh Raha Hai Khudara Nikalo
Mere Dil Se Tere Alam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Tumhare Hi Dar Ka Rahu Me Bhikari
Nahi Khvahishe Takhte Jam Gause Azam
Shai In Lillah Ya Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Ya Shaikhal Jilani
Jila Peega Dil Ubaide Raza Ka
Zara Rakh Do Apna Kadam Gause Azam
Shai In Lillah Yaa Abdal Qadir
Sakinal Bagdad Yaa Shaikhal Jilani
Ghaus E Azam Mere Peer, Allah Hi Allah
Saare Valiyon Ke Ameer, Allah Hi Allah
Mangton Ko Sultan Banea Choron Ko Abdaal
Sab Ki Jholi Bhar Dete He Aise He Lajpal
Har Mushkil Aasaan Banate He Peeraan E Peer
Rozon Ke Eaam Men A-E Merey Ghaus E Paak
Noor Ki Kirne Saatth La-E Merey Ghaus E Paak
Un Ke Ajaane Se Ttootti Kufr Ki Har Zanjeer
Jiss Ne Un Ka Naam Liya He Uss Ka Berra Paar
Jo Un Ke Ho Jate Heyn Un Ka He Ye Sansaar
Aa-O Sabhi Un Ke Gunga-En Jaag Utthe Taqdeer
Mawla ‘Ali (Radi Allahu ‘Anhu) Ke Aap He Pyare Waliyon Ke Sardar
Sab Ke So-E Bhaag Jaga Do Baghdadi Sarkar
Ham Par Bhi Ho Nazar E Karam Ham He Bahot Dilgeer