Aap Sabhi Ke Liye Pesh Hai Aqeel-Ur-Rahman Muradabadi Sahab Ki Awaz Mein Padhi Gayi Behad Maqbool Naat-E-Pak Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai Ke Mukammal Lyrics.
Is Pyari Naat Sharif Mein Huzoor Ki Shaan, Aqeede Ki Taharat Aur Karbala Ke Shahzadon Ki Azmat Ka Bohat Hi Khubsurat Zikr Kiya Gaya Hai.
Humein Umeed Hai Ke Yeh Noorani Tehreer Aap Sabhi Ke Dilo Ko Behad Roohani Sukoon Aata Farmayegi.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Aqeel-Ur-Rahman Muradabadi |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai Lyrics In Roman
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Mere Aaqa Ne Jo Farma Diya Hai
Wo Ummat Ki Shareeat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Ye Tere Doodh Ki Azmat Hai Zahra
Jo Neze Par Tilawat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Ali Ke Shahzade Karbala Mein
Fida Tujh Par Shahadat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Nabi Ki Naat Ki Barkat Hai Ye Sab
Meri Duniya Mein Shohrat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Imam Ahmad Raza Ki Badaulat
Aqeede Ki Taharat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai
Jagah Wo Misle Jannat Ho Gai Hai
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai Lyrics In Hindi
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
मेरे आक़ा ने जो फ़रमा दिया है
वो उम्मत की शरीअत हो गई है
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
ये तेरे दूध की अज़मत है ज़हरा
जो नेज़े पर तिलावत हो गई है
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
अली के शाहज़ादे करबला में
फ़िदा तुझ पर शहादत हो गई है
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
नबी की नात की बरकत है ये सब
मेरी दुनिया में शोहरत हो गई है
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
इमाम अहमद रज़ा की बदौलत
अक़ीदे की तहारत हो गई है
जहां आक़ा की मिदहत हो गई है
जगह वो मिस्ले जन्नत हो गई है
Jahan Aaqa Ki Midhat Ho Gai Hai Lyrics In Urdu
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے
میرے آقا نے جو فرما دیا ہے
وہ اُمت کی شریعت ہو گئی ہے
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے
یہ تیرے دودھ کی عظمت ہے زہرہ
جو نیزے پر تلاوت ہو گئی ہے
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے
علی کے شہزادے کربلا میں
فدا تجھ پر شہادت ہو گئی ہے
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے
نبی کی نعت کی برکت ہے یہ سب
میری دنیا میں شہرت ہو گئی ہے
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے
امام احمد رضا کی بدولت
عقیدے کی طہارت ہو گئی ہے
جہاں آقا کی مدحت ہو گئی ہے
جگہ وہ مثلِ جنت ہو گئی ہے