jate hain sue madina ghar se hum lyrics
jatay hain سوے madinah ghar se hum
baz aaye HIND bad Akhtar se hum
maar daaley be qarari shoq ki
khush to jab hon iss dil e muztir se hum
be thikanon ka thikana hai yahi
ab kahan jayen tumahray dar se hum
tashnagi hashar se kuch gham nahi
hain ghlaman Sheh kusar se hum
–apne hathon mein hai damanِ Shafi
dar chuke bas fitnah Mahshar se hum
naqash-e pa se jo sun-hwa hai Sarfraz
dil badal dalain ge uss pathar se hum
gardan tasleem khham karne ke sath
phenkhte hain bari عصیاں sir se hum
goar ki shab taar hai par khauf kya
Lo lagaye hain rukh e anwar se hum
dekh lena sab mradin mil gayeen
jab lapat kar roye unn ke dar se hum
kya bandha hum ko khad اجانے khayaal
ankhen mlitay hain jo har pathar se hum
jane walay chal diye kab ke حسنؔ
phir rahay hain aik bas muztir se hum