Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics
Karbala Me Sar Kataaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Deen Ka Danka Bajaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Zaalimo.N Ne Haath Maanga Jis Gha.Di Shabbir Se
Us Ke Badle Sar Kataaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Thartharaata Hai Zamaana Maut Hi Ke Naam Se
Maut Se Panja La.Daaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Kaun Kehta Hai Husain Ibn-E-‘Ali Pyaase Rahe
Paani Ko Paani Pilaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Jo Kiya Tha Bachpana Me.N Waa’da Naana-Jaan Se
Karbala Me.N Wo Nibhaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Hurr Ye Bole Khuld Ka Parwaana Mujh Ko Mil Gaya
Apne Seene Se Lagaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Deen Ka Danka Bajaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Parcham-E-Haq Ko Uthaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
Khwaab Me.N Dekha Jise Hazrat Khalilullah Ne
Khwaab Sachcha Kar Dikhaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
‘Azmat-E-Deen-E-Muhammad Ko Bachaane Ke Liye
Apne Ghar Ka Ghar Lutaaya Hai ‘Ali Ke Laal Ne
कर्बला में सर कटाया है ‘अली के लाल ने
दीन का डंका बजाया है ‘अली के लाल ने
ज़ालिमों ने हाथ माँगा जिस घड़ी शब्बीर से
उस के बदले सर कटाया है ‘अली के लाल ने
थरथराता है ज़माना मौत ही के नाम से
मौत से पंजा लड़ाया है ‘अली के लाल ने
कौन कहता है हुसैन इब्न-ए-‘अली प्यासे रहे
पानी को पानी पिलाया है ‘अली के लाल ने
जो किया था बचपना में वा’दा नाना-जान से
कर्बला में वो निभाया है ‘अली के लाल ने
हुर्र ये बोले ख़ुल्द का परवाना मुझ को मिल गया
अपने सीने से लगाया है ‘अली के लाल ने
ना’त-ख़्वाँ:
शहबाज़ रज़ा नूरी कलकत्तवी
दीन का डंका बजाया है ‘अली के लाल ने
परचम-ए-हक़ को उठाया है ‘अली के लाल ने
ख़्वाब में देखा जिसे हज़रत ख़लीलुल्लाह ने
ख़्वाब सच्चा कर दिखाया है ‘अली के लाल ने
‘अज़मत-ए-दीन-ए-मुहम्मद को बचाने के लिए
अपने घर का घर लुटाया है ‘अली के लाल ने
- Hussain Ibne Ali Tum Par Shahadat Naaz Karti Hai
- Karbala Me Sar Kataya Hai Ali Ke Lal Ne Lyrics
- Allah Ki Raza Hai Mohabbat Hussain Ki Lyrics
- Shamsheer Karbala Mein Uthai Husain Ne Lyrics
- Agar Husaini ho Lyrics
- Mere Nabi Ke Pyare Nawase Mere Pyare Husain Lyrics
- Pushton se Mein Naseer hun Mangtaa Hussain ka Lyrics
- Ye Na Poochh Kya Hussain Hai Lyrics | Ek Yazeed Tha Hussain Hai
- main hoon hussaini bachpan se lyrics
- Allah Hussain Sabar Tera Kitna Bara Hai Lyrics
- Ibne Muljim Ne Haider ko Mara Lyrics
- Fatima Teri Chadar Ka Kya Puchna Lyrics
- Rab Ko Chahat Mere Hussain Ki Hai Lyrics
- MERA MAULA MAULA HUSSAIN HAI NAAT LYRICS
- Main Ghulam-e-Aale-Nabi Hun Husain Aap Ko Dil Se Salam Kehta Hun Lyrics
- Shaheed Mar Nahin Sakta Hussain Zinda Hai Lyrics
- Husain Sa Koi Nahi Lyrics
- Wo Nawasa Hai Nabi Ka Lyrics
- Wird Ya Hussain Ya Hussain Lyrics