Kaun Kahta Hai Aankhain Chura Kar Chale Naat Lyrics

Kaun Kahta Hai Aankhain Chura Kar Chale Naat Lyrics

Kaun Kahta Hai Aankhain Chura Kar Chale

Kab Kisi Se Nigahe Bacha Kar Chale

 

Kaun Unse Nigahe Ladaa Kar Chale

Kiski Taqat Hai Jo Aankhain Milaa Kar Chale

 

Wo Hansi Kya Jo Fitne Uthaa Kar Chale

Haan Hansi Tum Jo Fitne Mitaa Kar Chale

 

Rabb Ke Bando Ko Rab Se Milaa Kar Chale

Jalwa E Haq Wo Humko Dikhaa Kar Chale

 

Jagmagaa Dale Galiyan Jidhar Aaye Woh

Jab Chale Wo To Kooche Basaa Kar Chale

 

Koi Maane Na Maane Ye Wo Jaan Le

Seedha Raasta Wo Sabko Bataa Kar Chale

 

Badd Se Badd Ko Liye Jisne Agosh Mein

Kab Kisi Se Wo Daaman Bachaa Kar Chale

 

Jo Kameene The Unko Muaz-zaz Kiya

Woh Razilo Ko Seene Lagaa Kar Chale

 

Jism Par Noor Ka Yu To Sayaa Na Tha

Aur Path-thar Me Nakshe Jamaa Kar Chale

 

Marte Dam Sar Dar E Paak Par Rakh Diya

Is Ada Se Kaza Ham Adaa Kar Chale

 

Kisi Jaanib Se Aayi Nida E Huzoor

Mujrimo Ki Rihayi Ka Kya Kar Chale

 

Daagh E Dil Humne Noori Dikha Hi Diya

Dard E Dil Ka Fasana Suna Kar Chale

 

o hay hsin kya jo ftne utha kar chalay
kon kehta hai ankhen chura kar chalay
kab kisi se nigehain bacha kar chalay

kon un se nigehain lara kar chalay
kis ki taaqat jo ankhen mila kar chalay

woh hsin kya jo ftne utha kar chalay
haan hsin tum ho ftne mita kar chalay

un ke koocha mein منگتا sada kar chalay
rehmat haq ho har dam dua kar chalay

qissa gham sunaya suna kar chalay
jaan eesa dawa do dua kar chalay

rab ke bundon ko rab se mila kar chalay
jalva haq woh hum ko dikha kar chalay

منْ رانیْ رأالْحق suna kar chalay
mera jalva hai haq ka jta kar chalay

juz bashar aur kya dekhen Khaira nazar
ایکمْ مثْلیْ go woh suna kar chalay

jagmaga dalain galian jidhar aaye woh
jab chalay woh to ko chey basa kar chalay

kaisa tareek duniya ko chamka diya
saaray aalam mein kaisi zia kar chalay

koi manay nah manay yeh woh jaan le
seedha rasta woh sab ko bta kar chalay

korion korhioon ke liye korh daur
acha changa woh khaasa bhala kar chalay

yaad daman se murjhaye kaliyan khulein
Faiz se –apne ghunche khula kar chalay

shab ko shabnam ki manind roya kiye
soorat Gul woh hum ko hansa kar chalay

bad se bad ko liya jis ne agosh mein
kab kisi se woh daman bacha kar chalay

jo kaminey thay un ko Muaziz kya
woh رذیلوں ko seenay laga kar chalay

sab ko islam ka tum ne bakhsha Sharf
girtay پڑتوں ko pyare utha kar chalay

an o aan aur چنین o chana سرورا
tairay dar se sab apna bhala kar chalay

jis ka sani sun-hwa aur nah hai aur nah ho
woh ataa kar chalay woh sakha kar chalay

Umar bhar aada un ko sataya kiye
aur woh dushmanon ko dua kar chalay

sakht aada ko bhi Afoo farma diya
rehmat haq ki شانیں dikha kar chalay

jism par noor ka yun to saya nah tha
aur pathar mein naqshay jama kar chalay

martay dam sir dar pak par rakh diya
is ada se qaza hum ada kar chalay

jab Qamar ik isharay se tukre kya
bolay kafir woh jadu sa kya kar chalay

majzon ko woh jadu batatay rahay
aap –apne pay zalim jfaa kar chalay

jin ke daaway thay hum hi hain ahal zuba
sun ke qraan zubanain daba kar chalay

kayi sahabi thay par thi yeh Haibat haq
gardanein saaray kafir jhuka kar chalay

aur gardan kashi ki to maaray gaye
sab ne jana ke zalim khata kar chalay

jin ko apna nahi gham hamaray liye
doray jhaptey woh paon utha kar chalay

abhi maizaan par thay abhi pal pay hain
pal mein girtay bachaaye bacha kar chalay

sir kusar suna shore peyason ka jab
p_honche sharbat pilaya pila kar chalay

kisi janib se ayen ندائیں huzoor
mujrimon ki rihayi ka kya kar chalay

dam mein p_honche woh hukum rihayi diya
un ko dozakh se phera phira kar chalay

daagh dil hum ne نوریؔ dikha hi diya
radd dil ka fasana suna kar chalay

samanِ bakhshish

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: