KHUDA KA ZIKR KARE NAAT LYRICS

KHUDA KA ZIKR KARE NAAT LYRICS

 

khuda ka zikr karezikr mustfa na kare

hamare munh mai ho aesi zaba khuda na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

madine jake niklana na sahar se bahar

khuda na khwasta ye zindadi wafa na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

asir jisako banakar rake madine main

tamam umr rihai ki wo dua na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

kaha khuda ne safaat ki bat mehshar main

mera habib kare koi dusara na kare

khuda ka zikr kare………………………………………..

saure naat bhi ho or zabaan bhi ho ‘adib’

wo aadami nahi jo unka hakk ada na kare

gadae naam siya ka kaha thikana hain

sadaat iski jo mahshar main mustafa na kare

kami ho ishqe nabi me kabhi khuda na kare

Sharing Is Caring:

Leave a Comment