Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Naat Lyrics || Barkate Raza

Huzoor Ghouse Azam Alaihir Rahmah Ki Shaan-E-Aqdas Mein Likha Gaya Ye Be-Misaal Kalam Dilon Ko Rohaniat Aur Sukoon Se Bhar Deta Hai.
Is Paak Manqabat Ke Zariye Haqeeqat-E-Sufiya Ka Nihayat Khoobsurat Izhaar Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Barkat Bhare Kalam Ke Lyrics Ka Dil Se Mutaala Karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleKitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka
Poet / WriterTraditional
CategoryManqabat Sharif
Naatkhawan / ReciterAlhaaj Owais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Lyrics In Roman

Kitna Ala Rutba Hai Mere Azam Ka
Kitna Ala Rutba Hai Mere Azam Ka

Ki Badsha Bhi Mangta Hai Mere Azam Ka
Kitna Ala Rutba Hai Mere Azam Ka

Sher-E Nar Ko Ek Pal Mein Rakh Ke Cheer Dala Tha
Dekho Aisa Kutta Hai Mere Azam Ka

Mere Aaqa Ka Dushman Bhi Chatpata Ke Reh Jaye
Var Aisa Hota Hai Mere Azam Ka

Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Lyrics In Hindi

कितना आला रुतबा है मेरे आज़म का
कितना आला रुतबा है मेरे आज़म का

कि बादशाह भी मंगता है मेरे आज़म का
कितना आला रुतबा है मेरे आज़म का

शेर-ए-नर को एक पल में रख के चीर डाला था
देखो ऐसा कुत्ता है मेरे आज़म का

मेरे आक़ा का दुश्मन भी चटपटा के रह जाये
वार ऐसा होता है मेरे आज़म का

Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Lyrics In Urdu

کتنا اعلیٰ رتبہ ہے میرے اعظم کا
کتنا اعلیٰ رتبہ ہے میرے اعظم کا

کہ بادشاہ بھی منگتا ہے میرے اعظم کا
کتنا اعلیٰ رتبہ ہے میرے اعظم کا

شیرِ نر کو اک پل میں رکھ کے چیر ڈالا تھا
دیکھو ایسا کتا ہے میرے اعظم کا

میرے آقا کا دمن بھی چٹپٹا کے رہ جائے
وار ایسا ہوتا ہے میرے اعظم کا

Leave a Comment