Kya hi Muqaddar wala hai Lyrics

Kya hi Muqaddar wala hai Lyrics

 

 

Kya hi Muqaddar wala hai
Jo unka matwala hai

Mera kamli wala aaqa
Har baala se baala hai

Jalwae qodrat Ka parto
Har soo kamli wala hai

Mere gale meein ay mere aqaa
Tere naam ki maala hai

Mein hoon kamli wale kaa
Mera kamli wala hai

Shaikhe Kareem bacha lijie
Aasi doobne wala hai

Sharing Is Caring:

Leave a Comment