Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki ek nihayat hi maqbool, roohani aur dil-kash naat-e-pak hai jise mashhoor shayar Ubaid-e-Raza ne qalam-band kiya hai. Is mubarak kalam me Habeeb-e-Kibriya ﷺ ki shaan-e-be-misaal, unki nisbat ka sukoon aur qabr o hashr me unki shafa’at ki khubsurat aarzoo ko pesh kiya gaya hai. Aaiye is ruhanat se bhari naat shareef ke la-jawab abyaat ko padhein aur Pyare Mustafa ﷺ ki mohabbat se apne dilon ko munawwar karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki |
| Poet / Writer | Ubaid-e-Raza (Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri) |
| Category | Naat-e-Paak |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri / Farhan Ali Qadri |
Naat Lyrics in Roman
Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki
Jannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasool Ki
Chalta Hoon Mein Be Qafelay Walo Ruko Zara
Milnay Do Bus Mujhay Bhi Ijazat Rasool Ki
Phochain Jo Deen-O-Iman Nakerain Qabr Mein
Us Waqt Meray Lab Pay Ho Midhat Rasool Ki
Qabr Mein Sarkar Aayein To Mein Qadmoon Mein Giroon
Gar Farishtay Bhi Uthaein To Mein Unsay Yoon Kahoon
Ab To Paye Naaz Say Mein Aye Farishto Kyon Uthoon
Mar Kay Pohncha Hoon Yahan Is Dilruba Kay Wastay
Tarpa Kay Un Kay Kadmoon Mein Mujh Ko Gira Day Shok
Jis Waqt Ho Lahad Mein Ziyarat Rasool Ki
Sarkar Nay Bula Kay Madina Dikha Dia
Ho Ghi Mujhay Naseeb, Shafa’at Rasool Ki
Ya Rab Dikha Day Aaj Ki Shab Jalwa E Habib
Ik Bar To Aata Ho Ziarat Rasool Ki
In Ankh Ka Warna Koi Hasrat Hi Nahin Hai
Sarkar Tumhara Woh Khazaiba Nazar Aaye
Ya Rab Dikha Day Aaj Ki Shab Jalwa E Habib
Ik Bar To Aata Ho Ziarat Rasool Ki
Damen Mein Un Kay Lay Lo Pannah Aaj Munkiro
Mahengi Paray Ghi Warna Adawat Rasool Ki
To Hai Ghulam Un Ka Ubad-E-Raza Teray
Mahshar Mein Ho Ghi Saath Himayat Rasool Ki
Kyun Kar Na Meray Dil Mein Ho Ulfat Rasool Ki
Jannat Mein Lay Kay Jaey Ghi Chahat Rasul Ki
Naat Lyrics in Hindi
क्योंकर न मेरे दिल में हो उल्फ़त रसूल की
जन्नत में ले के जाएगी चाहत रसूल की
चलता हूँ मैं भी, क़ाफ़िले वालो! रुको ज़रा
मिलने दो बस मुझे भी इजाज़त रसूल की
पूछें जो दीन-ओ-ईमाँ नकीरैन क़ब्र में
उस वक़्त मेरे लब पे हो मिदहत रसूल की
क़ब्र में सरकार आएँ तो मैं क़दमों में गिरूँ
गर फ़रिश्ते भी उठाएँ तो मैं उन से यूँ कहूँ
अब तो पा-ए-नाज़ से मैं, ऐ फ़रिश्तो! क्यों उठूँ?
मर के पहुँचा हूँ यहाँ इस दिलरुबा के वास्ते
तड़पा के उनके क़दमों में मुझ को गिरा दे शौक़
जिस वक़्त हो लहद में ज़ियारत रसूल की
सरकार ने बुला के मदीना दिखा दिया
होगी मुझे नसीब शफ़ाअत रसूल की
या रब! दिखा दे आज की शब जल्वा-ए-हबीब
इक बार तो ‘अता हो ज़ियारत रसूल की
इन आँखों का वर्ना कोई मसरफ़ ही नहीं है
सरकार! तुम्हारा रुख़-ए-ज़ेबा नज़र आए
या रब! दिखा दे आज की शब जल्वा-ए-हबीब
इक बार तो ‘अता हो ज़ियारत रसूल की
दामन में उनके ले लो पनाह आज मुनकिरो
महँगी पड़ेगी वर्ना अदावत रसूल की
तू है ग़ुलाम उनका, ‘उबैद-ए-रज़ा!
तेरे महशर में होगी साथ हिमायत रसूल की
क्योंकर न मेरे दिल में हो उल्फ़त रसूल की
जन्नत में ले के जाएगी चाहत रसूल की
Naat Lyrics in Urdu
کیوں کر نہ میرے دل میں ہو الفت رسول کی
جنت میں لے کے جائے گی چاہت رسول کی
چلتا ہوں میں بھی، قافلے والو! رکو ذرا
ملنے دو بس مجھے بھی اجازت رسول کی
پوچھیں جو دین و ایمان نکیرین قبر میں
اُس وقت میرے لب پہ ہو مدحت رسول کی
قبر میں سرکار آئیں تو میں قدموں میں گروں
گر فرشتے بھی اٹھائیں تو میں ان سے یوں کہوں
اب تو پائے ناز سے میں، اے فرشتو! کیوں اٹھوں؟
مر کے پہنچا ہوں یہاں اس دلربا کے واسطے
تڑپا کے ان کے قدموں میں مجھ کو گرا دے شوق
جس وقت ہو لحد میں زیارت رسول کی
سرکار نے بلا کے مدینہ دکھا دیا
ہو گی مجھے نصیب شفاعت رسول کی
یا رب! دِکھا دے آج کی شب جلوۂ حبیب
اِک بار تو عطا ہو زیارتِ رسول کی
ان آنکھوں کا ورنہ کوئی مصرف ہی نہیں ہے
سرکار! تمہارا رخِ زیبا نظر آئے
یا رب! دِکھا دے آج کی شب جلوۂ حبیب
اِک بار تو عطا ہو زیارتِ رسول کی
دامَن میں اُن کے لے لو پناہ آج مُنکِرو
مہنگی پڑے گی ورنہ عداوت رسول کی
تو ہے غلام ان کا، عبیدِ رضا تیرے
محشر میں ہو گی ساتھ حمایت رسول کی
کیوں کر نہ میرے دل میں ہو الفت رسول کی
جنت میں لے کے جائے گی چاہت رسول کی