mahboob e haq ke dilbar khawaja salam le lo lyrics
mahboob e haq ke dilbar khawaja salam le lo
sultane chisto sanjar Khawaja salam le lo
noore nigahe zahra, hasnain ke dulare
taskine qalbe haidar, Khawaja salam le lo
ho dar guzar khataye, maqbool ho duayen
tumhe piyre muhammad mustafa ka wasta khawaja
janabe saida khairun nisa ka wasta kawaja
tumhe hasnain ke sabro raza ka wasta khawaja
shabiro sabbar ke liye, kamsin asghar ke liye
sajde me jo sar kat gaya, lillah us sar ke liye
ho dar guzar khataye, maqbool ho duayen
karam ka muntazir hun
Aulade Ibne Haidar Khawaja salam le lo
ae fatima ke dilbar Khawaja salam le lo
Hasnain ke dulare
gausul wara ke piyare
hazir gada hai dar par Khawaja salam le lo