Mere Peero Murshid Hai Tajushariya
Mere Peero Murshid Hai Tajushariya
Jinhe Fakhre Azhar Kaha Jaa Raha Hai
Ba Faizan Ahmad Raza Khan Unka
Bahar Samat Qutba Padha Jaa Raha Hai
Haqeekat Hai Koi Kahani Nahi Hai
Koi Dahar Me Unka Shaani Nahi Hai
Wo Hai Nachishe Dahare Fakhre Jamana
Ye Dawa Modalal Kiya Jaa Raha Hai
Mere Peero Murshid Hai Tajushariya
Jinhe Fakhre Azhar Kaha Jaa Raha Hai
Karam Mufti e Azam e Hind Ka Hai
Nawajish Aata Faiz e Hameed Raza Hai
Wo Mokhsir Ke Faizan Se Azmato Kaa
Bahar Sammat Danka Baja Jaa Raha Hai
Jahan Ne Raza Ke Wafadar Hai Wo
Nabi Ki Mohbbat Me Sarshar Hai Wo
Sare Anjum Naam Unke Hi Nara
Sare Shaam Hi Se Laga Jaa Raha Hai
Ye Hai Faiza Shahjad e Aala Hazarat
Karan Hai Nawajish Aata Hai Inayat
Hai Azhar e Akidat Kirtash Par Jo
Kalam Aaj Chalata Chalaa Jaa Raha Hai
Mere Peero Murshid Hai Tajushariya
Jinhe Fakhre Azhar Kaha Jaa Raha Hai