Ghaus-E-Pak Shaikhul Islam Syedna Abdul Qadir Jilani Alayhir Rahmah Ki Bargah-E-Aqdas Mein Aqeedat Se Bhari Yeh Ek Nihayat Hi Khubsurat Manqabat Hai. Is Barkat Bhare Kalam Mein Akhtar Parwaz Naeem Sahab Ne Ghaus-E-Azam Ki Rehbari Aur Unke Dar Se Milne Wali Madad Ko Behad Haseen Andaz Mein Pesh Kiya-Gaya-Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Zabaan Mein Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam |
| Poet / Writer | Akhtar Parwaz Naeem |
| Category | Manqabat-E-Ghaus-E-Azam |
| Naatkhawan / Reciter | Akhtar Parwaz Naeem |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam Lyrics In Roman
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Nahin Tum Sa Koi Behtar Bade Peer Ghouse Azam
Mere Dil Ki Aarzu Hai Tere Aastan Pe Aakar
Rahun Banke Tera Noukar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Nahin Tum Sa Koi Behtar Bade Peer Ghouse Azam
Ab To Jaga Do Qismat Apni Dikha Do Surat
Ay Auliya Ke Sarwar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Nahin Tum Sa Koi Behtar Bade Peer Ghouse Azam
Maine Pukara Jab Bhi Fouran Madad Ko Aaye
Fazle Khuda Se Akhtar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam
Nahin Tum Sa Koi Behtar Bade Peer Ghouse Azam
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam Lyrics In Hindi
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
नहीं तुम सा कोई बेहतर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरे दिल की आरज़ू है तेरे आस्तां पे आकर
रहूँ बनके तेरा नौकर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
नहीं तुम सा कोई बेहतर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
अब तो जगा दो क़िस्मत अपनी दिखा दो सूरत
ऐ औलिया के सरवर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
नहीं तुम सा कोई बेहतर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मैंने पुकारा जब भी फ़ौरन मदद को आए
फ़ज़ले ख़ुदा से अख़्तर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
मेरी ज़िन्दगी के रहबर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
नहीं तुम सा कोई बेहतर बड़े पीर ग़ौसे आज़म
Meri Zindagi Ke Rahbar Bade Peer Ghouse Azam Lyrics In Urdu
میری زندگی کے رہبر بڑے پیر غوثِ اعظم
نہیں تم سا کوئی بہتر بڑے پیر غوثِ اعظم
میرے دل کی آرزو ہے تیرے آستاں پہ آکر
رہوں بن کے تیرا نوکر بڑے پیر غوثِ اعظم
میری زندگی کے رہبر بڑے پیر غوثِ اعظم
نہیں تم سا کوئی بہتر بڑے پیر غوثِ اعظم
اب تو جگا دو قسمت اپنی دکھا دو صورت
اے اولیاء کے سرور بڑے پیر غوثِ اعظم
میری زندگی کے رہبر بڑے پیر غوثِ اعظم
نہیں تم سا کوئی بہتر بڑے پیر غوثِ اعظم
میں نے پکارا جب بھی فوراً مدد کو آئے
فضلِ خدا سے اختر بڑے پیر غوثِ اعظم
میری زندگی کے رہبر بڑے پیر غوثِ اعظم
نہیں تم سا کوئی بہتر بڑے پیر غوثِ اعظم