Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics || Barkate Raza


Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Ek Nihayat Hi Roohani Aur Maqbool Naat-E-Pak Hai. Is Pakeeza Kalam Mein Madina Munawwara Ki Galiyon, Khubsoorat Fazaon Aur Pyare Manazir Ka Zikr Nihayat Hi Dilkash Andaaz Mein Kiya Gaya Hai. Niche Is Haseen Naat-E-Pak Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Zabaan Mein Mulahiza Farmayein.

Naat InformationDetails
Naat TitleMujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain
Poet / WriterNadeem Raza Faizi
CategoryNaat Sharif
Naatkhawan / ReciterHafiz Ghulam Mustafa Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics In Roman

Madina Yaad Aata Hai Madina Yaad Aata Hai
Ye To Tayba Ki Mohabbat Ka Asar Hai Warna

Kaun Rota Hai Lipat Kar Dar-O-Deewaar Ke Saath
Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain

Jo Phoolon Se Bhi Naazuk Hain Wo Patthar Yaad Aate Hain
Mujhe Tayba Nagar Ki Chaand Raaten Yaad Aati Hain

Khajooren Baantte Bachchon Ki Baaten Yaad Aati Hain
Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain

Jo Phoolon Se Bhi Naazuk Hain Wo Patthar Yaad Aate Hain
Wuzoo Zamzam Se Kar Ke Sar Jhukaana Yaad Hai Mujh Ko

Gilaaf-E-Kaa’ba Men Munh Ko Chhupaana Yaad Hai Mujh Ko
Dar-E-Sarkaar Ki Dilkash Fazaaen Yaad Aati Hain

Karam Barsaati Wo Kaali Ghataaen Yaad Aati Hain
Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain

Jo Phoolon Se Bhi Naazuk Hain Wo Patthar Yaad Aate Hain
Salaam-E-Shauq Kehna Dhadkanon Ka Yaad Aata Hai

Bichhaana Dar Pe Chaadar Saailon Ka Yaad Aata Hai
Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain

Jo Phoolon Se Bhi Naazuk Hain Wo Patthar Yaad Aate Hain
Madina Yaad Aata Hai Madina Yaad Aata Hai

Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics In Hindi

मदीना याद आता है, मदीना याद आता है
ये तो तयबा की मोहब्बत का असर है वर्ना

कौन रोता है लिपट कर दर-ओ-दीवार के साथ
मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं

जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं
मुझे तयबा नगर की चाँद रातें याद आती हैं

खजूरें बाँटते बच्चों की बातें याद आती हैं
मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं

जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं
वुज़ू ज़मज़म से कर के सर झुकाना याद है मुझ को

ग़िलाफ़-ए-का’बा में मुँह को छुपाना याद है मुझ को
दर-ए-सरकार की दिलकश फ़ज़ाएँ याद आती हैं

करम बरसाती वो काली घटाएँ याद आती हैं
मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं

जो फूलों से भी नाज़ुक हैं वो पत्थर याद आते हैं
सलाम-ए-शौक़ कहना धड़कनों का याद आता है

बिछाना दर पे चादर साइलों का याद आता है
मुझे तयबा की गलियों के वो मंज़र याद आते हैं

जो फूलों से भी नाज़ुक है वो पत्थर याद आते हैं
मदीना याद आता है, मदीना याद आता है

Mujhe Tayba Ki Galiyon Ke Wo Manzar Yaad Aate Hain Lyrics In Urdu

مدینہ یاد آتا ہے مدینہ یاد آتا ہے
یہ تو طیبہ کی محبت کا اثر ہے ورنہ

کون روتا ہے لپٹ کر در و دیوار کے ساتھ
مجھے طیبہ کی گلیوں کے وہ منظر یاد آتے ہیں

جو پھولوں سے بھی نازک ہیں وہ پتھر یاد آتے ہیں
مجھے طیبہ نگر کی چاند راتیں یاد آتی ہیں

کھجوریں بانٹتے بچوں کی باتیں یاد آتی ہیں
مجھے طیبہ کی گلیوں کے وہ منظر یاد آتے ہیں

جو پھولوں سے بھی نازک ہیں وہ پتھر یاد آتے ہیں
وضو زمزم سے کر کے سر جھکانا یاد ہے مجھ کو

غلافِ کعبہ میں منہ کو چھپانا یاد ہے مجھ کو
درِ سرکار کی دلکش فضائیں یاد آتی ہیں

کرم برساتی وہ کالی گھٹائیں یاد آتی ہیں
مجھے طیبہ کی گلیوں کے وہ منظر یاد آتے ہیں

جو پھولوں سے بھی نازک ہیں وہ پتھر یاد آتے ہیں
سلامِ شوق کہنا دھڑکنوں کا یاد آتا ہے

بچھانا در پہ چادر سائلوں کا یاد آتا ہے
مجھے طیبہ کی گلیوں کے وہ منظر یاد آتے ہیں

جو پھولوں से بھی نازک ہیں وہ پتھر یاد آتے ہیں
مدینہ یاد آتا ہے مدینہ یاد آتا ہے

Leave a Comment