MUSTAFA E ZAAT E YAKTA AAP
HAIN NAAT LYRICS
Mustafa e zaat e yakta aap hain
Yak ne jisko yak banaya aap hain
Aabo gil mai noor ki pehali kiran
Jane aadam jane hawwa aap hain
Mustafa e zaat e yakta…………………….
Aapko rabne kiya apna habib
Sari khalkat ka khulasa aap hain
Mustafa e zaat e yakta…………………….
Ja tui jana karare ja tui
Jane jan jane masiha aap hain
Mustafa e zaat e yakta…………………….
Aap se khud aap ka sahil hu main
Jan ja meri tamanna aap hain
Mustafa e zaat e yakta…………………….
Bar darad aamad daga bahre salaam
Ho bhala ‘akhtar’ ka data aap hain
Mustafa e zaat e yakta…………………….