Ye Pyari Naat Sharif Huzoor Nabi E Kareem Ki Shan E Mubarak Aur Un Ke Hazoori O Ikhtiyarat Par Mabni Hai. Is Kalame Pak Mein Ummat Ke Liye Aqa E Do Alam Ki Rahmat O Safaat Ka Khubsurat Zikr Hai. Is Khubsurat Naat Ko Padhiye Aur Bazaat E Khud Apne Dil Ko Anware Mustafa Se Munawwar Kijiye.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Mustafa Maujood Hain |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Mustafa Maujood Hain Lyrics In Roman
Mustafa Mustafa Mustafa
Jaam Kausar Ka Pilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Mustafa Mustafa
Gham Ke Maro Muskurao Rahmat E Kauno Makan
Ghamzadon Ke Gham Uthane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Mustafa Mustafa
Aasi Ummat Ko Sare Mahshar Hamare Mustafa
Naar E Dozakh Se Bachane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Mustafa Mustafa
Qabr Ki Tarikiyon Ki Fikr Ham Kyunkar Karen
Aap Jab Jalwa Dikhane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Mustafa Mustafa
Aapke Hote Huye Kaise Pareshaan Ho Koi
Aap Roton Ko Hasane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Jannat Dilane Ke Liye Maujood Hain
Mustafa Mustafa Mustafa
Mustafa Maujood Hain Lyrics In Hindi
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
जाम कौसर का पिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
ग़म के मारो मुस्कुराओ रह़मत-ए-कौनो मकां
ग़मज़दों के ग़म उठाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
आसी उम्मत को सरे महशर हमारे मुस्तफ़ा
नारे दोज़ख़ से बचाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
क़ब्र की तारीकियों की फ़िक्र हम क्यूँकर करें
आप जब जल्वा दिखाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
आपके होते हुए कैसे परेशां हो कोई
आप लोगों को हंसाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा जन्नत दिलाने के लिए मौजूद हैं
मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा मुस्तफ़ा
Mustafa Maujood Hain Lyrics In Urdu
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ
جامِ کوثر کا پلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ جنت دلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ
غم کے مارو مسکراؤ رحمتِ کون و مکاں
غم زدوں کے غم اٹھانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ جنت دلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ
عاصی امت کو سرِ محشر ہمارے مصطفیٰ
نارِ دوزخ سے بچانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ جنت دلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ
قبر کی تاریکیوں کی فکر ہم کیوں کر کریں
آپ جب جلوہ دکھانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ جنت دلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ
آپ کے ہوتے ہوئے کیسے پریشاں ہو کوئی
آپ روتوں کو ہنسانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ جنت دلانے کے لیے موجود ہیں
مصطفیٰ مصطفیٰ مصطفیٰ