Naat kehta hoon main Naat padhta hoon main Naat Lyrics
Naat kehta hoon main
Naat padhta hoon main,
Pyare Aaqa ki midhat badi cheez hai
Ye sa’adat bhi hai ye ibadat bhi hai,
Naat padhne ki aadat badi cheez hai…
Sher bakri ko lekar gaya shaan se
Log samjhe ke bakri gayi jaam se,
Mustafa ki badaulat ama mil gayi
Mustafa ki ziyarat badi cheez hai…
Jaan ki baazi laga kar bhi na kaam ho
Ek ada chodh kar kaisa be kaam ho,
Sirf miswak se jang ko jeetli
Mere Aaqa ki sunnat badi cheez hai…
Mai bahot der se Naat padhta raha
Aap bhi shauk se Naat sunte rahe,
Naat sunkar ke bhi aap khamosh hai
Aap logon ki himmat badi cheez hai…
Char sau saal se saamp bataab tha
Uski aankhon me bas ek hi khwaab tha,
Ek nazar dekhlon rube badruduja
Uske dil ki ye hasrat badi cheez hai…
Jisko chaaha Nabi ne wali kar diya
Ek nazar uth gayi aur Ali kar diya,
Pucho Siddiq Farooq Osman se
Mustafa ki khilafat badi cheez hai…
Maa ke khadmon ko sar pe uthaye chalo
Uski tazeem dil me basaye chalo,
Usse katra ke dozaq me jaao na tum
Maa ke khadmon ki jannat badi cheez hai…
Mustafa jaan e rahmat ka faizan hai
Ahle sunnat ka mehfooz emaan hai,
Aala Hazrat ka aalam me ailaan hai
Mustafa ki Muhabbat badi cheez hai
ab dekh ke jee ghabraata saawan ki suhaani raaton ko Lyrics
angrayi pe angrayi leti hai raat judayi ki Lyrics
maikhaane anpol gayawan Lyrics
mera dhol maahi mere mann ka raja Lyrics
aa bhi jaa rut badal jayegi Lyrics
unke andaaz e karam unpe woh aana dil ka Lyrics
botal khuli hai raqs mein jaam e sharaab hai Lyrics
gale lipte hain woh bijli ke dar se Lyrics
gal kar koi peen pilaawan di Lyrics
gin gin taare langdiyan raatan Lyrics
lajpal nabi mere dardan di dawa dena Lyrics
kaliyar ke dhani ganj e shakari Lyrics
na rukte hain aansu na thamte hain naale Lyrics
kahan aake rukne the raaste Lyrics
konpalein phir phoot aayin hain shaakh par kehna usse Lyrics
hijab ko benaqab hona tha Lyrics
mere dil mein teri yaadon ke saaye Lyrics
jag chchadeyan guzaara ho jaana Lyrics