Nazar Ko Baksh Do Aisa Asar Garib Nawaz Naat Lyrics || Barkate Raza

Sultan-ul-Hind, Hazrat Khwaja Gharib Nawaz Moinuddin Chishti Alaihirrahmah ki bargah-e-muqaddas mein pesh kiya gaya ye ek nihayat hi maqbool, roohani aur asar-bhara Manqabat kalam hai. Is mubaarak kalam ke zariye aashiqan-e-Khwaja apne dil ki faryad aur unki haseen tawajjoh ki bheek nihayat hi adab aur aqeedat ke saath pesh karte hain. Aaiye is paakeeza aur dil-soz kalam ke haseen alfaaz ko mukhtalif zabano mein nihayat hi adab aur ehtiram ke saath padhein.

Naat InformationDetails
Naat TitleNazar Ko Bax Do Aisa Asar Garib Nawaz
Poet / WriterTraditional Sufi Poet
CategoryManqabat / Sufiana Kalam
Naatkhawan / ReciterAlhaj Muhammad Owais Raza Qadri

Naat Lyrics in Roman

Nazar ko bax do aisa asar GARIB NAWAZ
Nazar utha u to avo nazar GARIB NAWAZ

Garib jaye to jaye kidhar GARIB NAWAZ
Tumhara dar hai MOHAMMAD ka dar GARIB NAWAZ

Wahi madad ke liye ayege MOINUDDIN
Labo pe aagaya tere agar GARIB NAWAZ

Nazar ho jis pe teri uska puch na hi kya
Teri nazar hai NABI ki nazar GARIB NAWAZ

Me pul sirat se guzaru to is tarha guzru
Idhar ho GHAUS PIYA aur idhar GARIB NAWAZ

RASOOL-E-PAK ne is hind ko dua di hai
Basa hai jab se tumhara nagar GARIB NAWAZ

Padhaya apne lakho ko rah main kalma
Kiya madine se aisa safar GARIB NAWAZ

Naat Lyrics in Hindi

नज़र को बख़्श दो ऐसा असर ग़रीब नवाज़
नज़र उठाऊँ तो आओ नज़र ग़रीब नवाज़

ग़रीब जाये तो जाये किधर ग़रीब नवाज़
तुम्हारा दर है मोहम्मद का दर ग़रीब नवाज़

वही मदद के लिये आयेंगे मोईनुद्दीन
लबों पे आ गया तेरे अगर ग़रीब नवाज़

नज़र हो जिस पे तेरी उसका पूछना ही क्या
तेरी नज़र है नबी की नज़र ग़रीब नवाज़

मैं पुल सिरात से गुज़रूँ तो इस तरह गुज़रूँ
इधर हों ग़ौस पिया और उधर ग़रीब नवाज़

रसूल-ए-पाक ने इस हिन्द को दुआ दी है
बसा है जब से तुम्हारा नगर ग़रीब नवाज़

पढ़ाया आपने लाखों को राह में कलमा
किया मदीने से ऐसा सफ़र ग़रीब नवाज़

Naat Lyrics in Urdu

نظر کو بخش دو ایسا اثر غریب نواز
نظر اٹھاؤں تو آؤ نظر غریب نواز

غریب جائے تو جائے کدھر غریب نواز
تمہارا در ہے محمد کا در غریب نواز

وہی مدد کے لئے آئیں گے معین الدین
لبوں پہ آ گیا تیرے اگر غریب نواز

نظر ہو جس پہ تیری اس کا پوچھنا ہی کیا
تیری نظر ہے نبی کی نظر غریب نواز

میں پل صراط سے گزروں تو اس طرح گزروں
ادھر ہوں غوث پیا اور ادھر غریب نواز

رسولِ پاک نے اس ہند کو دعا دی ہے
بسا ہے جس سے تمہارا نگر غریب نواز

پڑھایا آپ نے لاکھوں کو راہ میں کلمہ
کیا مدینے سے ایسا سفر غریب نواز

Leave a Comment