Noor E Mustafai Se Qalb Jagmagaayenge Lyrics

Noor E Mustafai Se Qalb Jagmagaayenge Lyrics

 

Noor E Mustafai Se Qalb Jagmagaayeñge
Rehmatoñ ki baarish meiñ har ghari nahaayeñge

Aamad E Risaalat Par Eid Ham Manaayeñge
Jalne Waale Jatle Haiñ Aur Ham Jalaayeñge

Mustafa Nahiñ Bhoole Jab Humeiñ Wilaadat Par
Ham Wilaadat E Aaqa Kaise Bhool Jaayeñge

Jo Ddubone Aayega Khud Hi Ddoob Jaayega
Ham Ghulaam E Ahmad Haiñ Ddoobne Nah Paayeñge

Jo Bhi Jis Ka Khaata Hai Uss Ke Geet Gaata Hai
Ham Bhi Jis Ka Khaate Haiñ Uss Ke Geet Gaayeñge

Jab Talak Hai Dam Apna Jab Talak Ye Saanse Haiñ
Mehfileñ Sajaayeñge Jashn Bhi Manaayeñge

Jibraeel Ne Jhandde Lagaaye The Wilaadat Par
Iss Liye To Ham Jhadnde Lagaate Haiñ Lagaayeñge

Jo Nabi Ke Dushman Se Meil-Jhol Rakhega
Khuld Ki Mehek Bhi Woh Ba Khuda Nah Paayeñge

Khushaqeeda Khush Hoga Badaqeeda Royega
Naaraa Pyaare Aaqa Ka Sunni Jab Lagaayeñge

Jis Nabi Ke Sadqe Meiñ Rab Mila Hameiñ AARIF
Dhikr Uss Nabi Ka Ham Sunte Haiñ Sunaayeñge

 

 

ab kitni haseen meri ibaadat ki ghari hai lyrics

sab jag se naata tod liya lyrics

behad ramzan dasda mera dholan maahi lyrics

behad ramzan dasda mera dholan mahi lyrics

mera deen te imaan mera baba lyrics

pakpattan de saiyaan lyrics

rishte tamaam tod ke saare jahaan se ham lyrics

moinuddin khwaja waliyon ke raja lyrics

more nain piya sang laag rahe lyrics

saara jag is dar ton jholi bharda jaanda e lyrics

salaam us par lyrics

tanveer e jamaal e khwaja kutab lyrics

yeh tere ghulaamon ke waaste badi baat baba fareed hai lyrics

jo log gardish e dauraan se maat khaate hain lyrics

sab vird karo allah allah lyrics

jogan hoon tore darbaar ki lyrics

main nazar se pee raha hun lyrics

hanju ankhiyan de vehre vich paunde ne dhamaalan lyrics

Ali da malang Lyrics

Ajje latha nayiyo ankhiyan da chaah Lyrics

Leave a Comment