Ya Shah e Umam Ik Nazre Karam Naat lyrics

Ya Shah e Umam Ik Nazre Karam Naat lyrics

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

 

Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Sallal La Syed ul Mursaleen, Sallal La Syed ul Mursaleen

 

Tooti Howi Aas Hun Main, Dukh se Bhara Dil Hai Mera

Tooti Howi Aas Hun Main, Dukh se Bhara Dil Hai Mera

 

Nazr e Karam Behr e Khuda, Koi Nahi Hai Tere Siwa

Sallal La Syed ul Mursaleen, Sallal La Syed ul Mursaleen

 

Ghamkhar e Jahan, Taskeen e Jaan,

Ik Shab Tu Mujhe Bhi Ho Deedar

 

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Baag e Iram Shehar Tera, Jiss Ki Hawa Mushk e Khutan

Naam Tera Salle Alaa, Rooh e Bayan Jaan e Sukhan

 

Sallal La Syed ul Mursaleen, Sallal La Syed ul Mursaleen

Ho Door Mere Sab Ranj o Alam

 

Phir Aoon Madine Main, Ik Baar

 

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

 

Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Aaasi Hoon Main Bigr e Naseeb, Rakh Lo Bharam Rab ke Habeeb

Rooh e Adab Jaane Adeeb, Tum Hi Ho To Sab ke Tabeeb

 

Sallal La Syed ul Mursaleen, Sallal La Syed ul Mursaleen

Tumh e Kiya Hai Kami, Makki Madani

 

Tumh e Kiya Hai Kami, Makki Madani

Tum Dono Jahan Ke hoo, Mukhtaar

 

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

 

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

Ya Shah e Umam Ik Nazar e Karam

 

Mori Laaj Tumhare Haath, Sarkaar

Mori Nayya Laga Do Apne Karam Se Paar

Ya Sayyidi Ir-ham-lana naat lyrics

Ya Sayyidi Ir-ham-lana naat lyrics Ya Sayyidi Ir-ham-lana naat lyrics Ya Sayyadi Ir-ham-lana Ya Syedi Ir-ham-lana Ya Sayyadi Ir-ham-lana Ya Syedi Ir-ham-lana   Innil Tiya ree Hassaba Youmun Ilaa Ardil Haram Balligh Salaami Roudatun Feehannabiyul Mohtaram   Maw Wajhohu Shams-ud-Duha Mun Khaddohu Badr-ud-Duja Maw Zaatohu Noor-ul-Huda Mun Kaffohu Bahr-ul-Hemam   Qur’anohu Burhanona Faskhalle-Adyaanim Madat Iz … Read more

Chhoote Na Kabhi Tera Daman Ya Khwaja Moinuddin Hasan Lyrics || Barkate Raza

Sultan-ul-Hind Khwaja Gareeb Nawaz Hazrat Moinuddin Chishti Sanjari Al-Haseeni Al-Husseini Al-Jailani R.A. ki bargah mein likha gaya yeh maqbool tareen manqabat “Choote Na Kabhi Tera Daaman” dilon ko mureedana aqeedat se labrez kar deta hai.Is pakiza kalam ko Hazrat Syed Muhammad Ashraf Ashrafi Al-Jilani “Ashraf” ne nihayat hi adab aur sachi chishtiya chahat ke sath … Read more