Yeh Nihayat Hi Khoobsurat Aur Dil-Guzar Naat Sharif “Qaabu Mein Naheen Rehtay Jazbaat Madine Mein” Aqeedat Ke Saath Pesh Hai. Is Kalam Mein Huzoor Akram ﷺ Ke Shehar-e-Muqaddas Madinah-e-Munawwarah Ki Azmat Aur Ishq Ka Nihayat Hi Pakeeza Bayan Kiya Gaya Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Qaabu Mein Naheen Rehtay |
| Poet / Writer | Riyaz |
| Category | Naat Lyrics |
| Naatkhawan / Reciter | Syed Fasihuddin Soharwardi |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Qaabu Mein Naheen Rehtay Lyrics In Roman
Qabu Mein Nahin Rehtay Jazbaat Madine Mein
Lag Jati Hai Ashqon Ki Barsaat Madine Mein
Aagosh-E-Karam Mein Woh Le Lete Hain Sahil Ko
Aa Jate Hain Aise Bhi Lamhaat Madine Mein
Taiba Ki Zameen Par Kya Anwar Ki Barish Hai
Taare Se Chamakte Hain Zarraat Madine Mein
Darbar-E-Muhammad Mein Hoti Hai Rasai Jab
Badh Jate Hain Zahid Ke Darjaat Madine Mein
Uqba Ki Riyaz Aisi Kya Fikr Madine Chal
Mil Jayegi Bakhshish Ki Soghaat Madine Mein
Taare Se Chamakte Hain Zarraat Madine Mein
Qaabu Mein Nahin Rehtay Jazbaat Madine Mein
Qaabu Mein Naheen Rehtay Lyrics In Hindi
क़ाबू में नहीं रहते जज़्बात मदीने में
लग जाती है अश्क़ों की बरसात मदीने में
आग़ोश-ए-करम में वो ले लेते हैं साइल को
आ जाते हैं ऐसे भी लम्हात मदीने में
तैबा की ज़मीन पर क्या अनवार की बारिश है
तारे से चमकते हैं ज़र्रात मदीने में
दरबार-ए-मुहम्मद में होती है रसाई जब
बढ़ जाते हैं ज़ाहिद के दर्जात मदीने में
उक़्बा की रियाज़ ऐसी क्या फ़िक्र मदीने चल
मिल जाएगी बख़्शिश की सौग़ात मदीने में
तारे से चमकते हैं ज़र्रात मदीने में
क़ाबू में नहीं रहते जज़्बात मदीने में
Qaabu Mein Naheen Rehtay Lyrics In Urdu
قابو میں نہیں رہتے جذبات مدینے میں
لگ جاتی ہے اشکوں کی برسات مدینے میں
آغوشِ کرم میں وہ لے لیتے ہیں سائل کو
آ جاتے ہیں ایسے بھی لمحات مدینے میں
طیبہ کی زمین پر کیا انوار کی بارش ہے
تارے سے چمکتے ہیں ذرات مدینے میں
دربارِ محمد میں ہوتی ہے رسائی جب
بڑھ جاتے ہیں زاہد کے درجات مدینے میں
عقبیٰ کی ریاض ایسی کیا فکر مدینے چل
مل جائے گی بخشش کی سوغات مدینے میں
تارے سے چمکتے ہیں ذرات مدینے میں
قابو میں نہیں رہتے جذبات مدینے میں