qabar par padhne ki dua
Hadees Sharif: Huzur (SalALLAHU Ta’ala Alaihi Wasallam) Sahaba Ko Ta’leem Farmate K Ziyarat E Quboor Ke Waqt Kya Padhna Chahiye:
وَ عَن بُرَیدَةَ قَالَ کَانَ رَّسُولُ اللّٰهِ صَلی اَللّٰهُ تَعَالیٰ عَلَیهِ وَسَلَّمَ یُعَلِّمُھُم اِذَا خَرَجُوا اِلَی المَقَابِرِ السَّلَامُ عَلَیکُم اَھلَ الدِّیَارِ مِنَ المُؤمِنِینَ وَ المُسلِمِینَ وَ وَ اِنَّا اِن شَاءَ اَللّٰهُ بِکُم لَلَاحِقُون نَسأَلَ اللّٰهَ لَنَا وَ لَکُمُ العَافِیَةَ
رواہ مسلم
RasoolAlllah (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam) Logon Ko Ta’leem Farmate The K Jab Woh Qabristan Jayein To Kahein K Ae Mo’minon Aur Musalmanon Ke Ghar Walon Tum Par Salaam Ho Aur In Sha ALLAH Hum Bhi Tumse Zaroor Milne Wale Hain, Hum ALLAH Se Apne Aur Tumhare Liye Aafiyat Maangte Hain.
रसूलउल्लाह (सलअल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम) लोगों को ता’लीम फ़रमाते थे कि जब वह क़ब्रिस्तान जाएँ तो कहें कि ऐ मोमिनों व मुसलमानों के घर वालों तुम पर सलाम हो और इन शा’ अल्लाह हम भी तुम से ज़रूर मिलने वाले हैं, हम अल्लाह से अपने और तुम्हारे लिए आफ़ियत माँगते हैं।
[Mishkaat Shareef, Pg:154]
qabar par padhne wali dua in hindi
Assalamualaikum ya ahlad diyaar minal mu’mineena wal muslemeen.wainna insha allahu bikum lahiqoon.asalullahu lana walakumul aafiya.
qabar par padhne ki dua in urdu
اے مؤمنو !تم پر سلام ہو ،ہم آپ کے پاس جلد آنے والے ہیں ، اپنے لئے اور آپ کے لئے اللہ تعالیٰ سے عافیت وخیریت مانگتے ہیں
qabar par kya padhna chahiye
Phir Darood Shareeph Padhen 3 Ya 5 Ya 7 Ya 11 Baar Isake Baad Jis Kadar Ho Sake Quraan Shareeph Kee Tilaavat Karen Jaise Soorah Yaaseen, Soorah Mulk,chaaro Kul, Soorah Phaatiha,aliph Laam Meem Se Muphlihoon Tak Aur Aayatal Kursee Aur Aakhir Mein Darood Shareeph Padh Kar Eesaale Savaab Karen. Aphajal To Yah Hai Ki Aisa Le Savaab Mein Sab Momin Vah Mammee Naath Ka Naam Shaamil Kar Le Kisee Ek Ko Bhee Na Chhode Isaka Poora Savaab Milega.
qabar par fatiha ka tarika in hindi
qabar par padhne ki dua in english
walid ki qabar ki dua
qabar par fatiha padhne ki dua in english
fatiha ki dua pdf
- Hazrat Ameer -e- Muawiya Sahaba Wa Ahle Bait Ki Nazar Mein
- दस बीवी की कहानी,नूर नामा,16 सय्यदों की कहानियां पढना या ओरतों को मिल कर पढना शरीअत में नाजाइज़ है…
- Khutba e Nikah
- BEST MUHARRAM BAYAN
- Muharram Taqreer
- Swalaatu Rooh (Especially for your deceased people)
- 73 Benefits of Darood Shareef
- Benefits of Nadi Ali