Qasim se naunihal gul e sar ka fathiya Noha Lyrics
Qasim se naunihal gul e sar ka fathiya
Sajjad De Rahen Hai Baradar Ka Fathiya
Ghash aa gaya Rabbab ko zindaan e Shaam mein
Abid ne jab diya Ali Asghar ka fathiya
Yuh aa ke farsh e khaak par Beemar gir pada
Dene utha jo Shah ki Dukthar ka fathiya
Abid ko yaad aa gaye bazoo kate huey
Dene jale jo Shah ke Baradar ka fathiya
Kaisa yeh imthiyaan tha Sajjad ke liye
Zainab ke rooh ba rooh Shah e Safdar ka fathiya
Gar rotiyan thi khushk to paani bhi garm tha
Jis shaan se hua tha bahhatar ka fathiya
Abid ne kis tarah se diya kya kahe Fareed*
Laila ke saamne Ali Akbar ka fathiya
Qasim se naunihal gul e sar ka fathiya
Sajjad De Rahen Hai Baradar Ka Fathiya
Shab E Barat Ka Roze Kab Rakhe Hai
Shabe Barat: Meaning, Significance, Hadith, And Namaz
How to Perform ‘Hajj and Umrah | SIMPLE HAJJ GUIDE
Top 100 Modern Unique and Latest Muslim Baby Boy Names
How to Give Ghusl to a Dead Body Hanafi
Method of carrying the Janaazah
How to Pray the Janazah (funeral) Prayer
Beginner’s Guide to Learning How to Pray Salah
Aqwal e Zareen In Urdu | Hindi Urdu Quotes About Life
Aqwal e Zareen | Best Quotations in Urdu | Hindi Quotes | Quotes
Muslim Girl Names With Meaning A to Z | मुस्लिम बच्चियों के नाम मीनिंग के साथ