Huzoor E Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Di Shaan-E-Kareemi Aur Madine Di Tadap Vich Likha Gaya Yeh Behad Maqbool Naat Sharif Har Musalman De Dil Di Awaz Hai. Is Kalam Vich Hijr-E-Mustafa Di Tadap Aur Madine Haazri Di Tamanna Nu Intehai Riqat-Amez Andaaz Vich Bayan Kita Gaya Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam De Ash’aar Nu Padhiye.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Rahe Jate Hain Ye Arman Hai Mere Seene Mein |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Urdu Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Rahe Jate Hain Ye Arman Hai Mere Seene Mein Lyrics In Roman
Rahey Jaate Hain Ye Armaan, Haye Mere Sine Mein
Na Kaabe Ki Gali Dekhi Na Pohancha Mein Madine Mein
Our, Suna Hai Noor Ki Barsaat, Hoti Hai Madine Mein
Ilahi, Eik Chhinta Saa Lage Ham Sab Ke Sine Mein
Muhammad Is Tarha Tashrif Farman Hein Madine Mein
Ke Jaise Sura E Yaseen Hai Qur’aan Ke Sine Mein
Muhammad Ki Judai Aag Bharkaati Hai Sine Mein
Rawan Jab Dekhta Hun Kafile Hajj Ke Mahine Mein
Rahey Jate Hain Ye Arman Haye Mere Sine Mein
Na Kabe Ki Gali Dekhi Na Pahuncha Mein Madine Mein
Rahe Jate Hain Ye Arman Hai Mere Seene Mein Lyrics In Hindi
रहे जाते हैं ये अरमान, हाय मेरे सीने में
न काबे की गली देखी न पहुँचा मैं मदीने में
और, सुना है नूर की बरसात, होती है मदीने में
इलाही, एक छींटा सा लगे हम सब के सीने में
मोहम्मद इस तरह तशरीफ़ फ़रमा हैं मदीने में
के जैसे सूरह-ए-यासीन है क़ुरआन के सीने में
मोहम्मद की जुदाई आग भड़काती है सीने में
रवां जब देखता हूँ क़ाफ़िले हज के महीने में
रहे जाते हैं ये अरमान हाय मेरे सीने में
न काबे की गली देखी न पहुँचा मैं मदीने में
Rahe Jate Hain Ye Arman Hai Mere Seene Mein Lyrics In Urdu
رہے جاتے ہیں یہ ارمان، ہائے میرے سینے میں
نہ کعبے کی گلی دیکھی نہ پہنچا میں مدینے میں
اور، سنا ہے نور کی برسات، ہوتی ہے مدینے میں
الٰہی، ایک چھینٹا سا لگے ہم سب کے سینے میں
محمدؐ اس طرح تشریف فرما ہیں مدینے میں
کہ جیسے سورۂ یاسین ہے قرآن کے سینے میں
محمدؐ کی جدائی آگ بھڑکاتی ہے سینے میں
رواں جب دیکھتا ہوں قافلے حج کے مہینے میں
رہے جاتے ہیں یہ ارمان ہائے میرے سینے میں
نہ کعبے کی گلی دیکھی نہ پہنچا میں مدینے میں