Huzoor E Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Di Bargah E Aqdas Aur Mah E Ramzan Di Fazeelat Vich Likha Gaya Yeh Behad Maqbool Kalam Har Momino-Aashiq Nu Pasand Aata Hai. Is Kalam Vich Roze Di Fazeelat Aur Barkaat Nu Nihayat Hi Khubsoorat Andaaz Vich Pesh Kita Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Naal Bhare Kalam De Ash’aar Nu Padhiye.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Rasoole Khuda Ka Ye Farman Hai |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Ramzan Special Kalam |
| Naatkhawan / Reciter | Mohammed Aziz |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Rasoole Khuda Ka Ye Farman Hai Lyrics In Roman
Rasoole Khuda Ka Ye Farman Hai
Ke Roza To Momin Ki Pahchan Hai
Jo Rakhta Hai Roze Khuda Ke Liye
Bada Uska Rutba Badi Shan Hai
Zakat Aur Fitra Karo Tum Ada
Ye Hukme Nabi Hukme Quraan Hai
Shabe Qadr Bhi Is Mahine Me Hai
Musalmano Ye Maahe Ramzan Hai
Huye Farz Roze Hamare Liye
Ye Allah Ka Ham Pe Ahsaan Hai
Rasoole Khuda Ka Ye Farman Hai Lyrics In Hindi
रसूले ख़ुदा का ये फ़रमान है
के रोज़ा तो मोमिन की पहचान है
जो रखता है रोज़े ख़ुदा के लिए
बड़ा उसका रुतबा बड़ी शान है
ज़कात और फ़ितरा करो तुम अदा
ये हुक्मे नबी हुक्मे कुरआन है
शबे क़द्र भी इस महीने में है
मुसलमानों ये माहे रमज़ान है
हुए फर्ज़ रोज़े हमारे लिए
ये अल्लाह का हम पे एहसान है
Rasoole Khuda Ka Ye Farman Hai Lyrics In Urdu
رسولِ خدا کا یہ فرمان ہے
کہ روزہ تو مومن کی پہچان ہے
جو رکھتا ہے روزے خدا کے لیے
بڑا اس کا رتبہ بڑی شان ہے
زکوٰۃ اور فطرہ کرو تم ادا
یہ حکمِ نبی حکمِ قرآن ہے
شبِ قدر بھی اس مہینے میں ہے
مسلمانو یہ ماہِ رمضان ہے
ہوئے فرض روزے ہمارے لیے
یہ اللہ کا ہم پہ احسان ہے