Sarkar E Do Aalam Ki Bargah Mein Likhi Gayi Yeh Ek Nihayat Hi Khoobsurat Aur Dilkash Naat Shareef Hai. Is Pyari Naat Mein Huzoor Ki Sakhawat Aur Unke Sadqe Mein Milne Wali Naimaton Ka Bohat Hi Haseen Andaaz Mein Zikr Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Bhari Naat Ke Alfaz Ko Parhte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Sadqe Me Mustafa Ke Barabar Mila Mujhe |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Qari Zubair |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sadqe Me Mustafa Ke Barabar Mila Mujhe Lyrics In Roman
Sadqe Me Mustafa Ke Barabar Mila Mujhe
Maanga Tha Sirf Qatra Samandar Mila Mujhe
Soya Hua Tha Taiba Ki Main Garm Ret Par
Phir Bhi Laga Ki Phoolon Ka Bistar Mila Mujhe
Dozakh Ko Har Tarah Ka Gunahgar Chahiye
Jannat Ko Mustafa Ka Wafadar Chahiye
Rizwan Teri Bahisht Ko Dekhenge Baad Me
Pahle Mere Rasool Ka Deedar Chahiye
Sadqe Me Mustafa Ke Barabar Mila Mujhe Lyrics In Hindi
सदक़े में मुस्तफ़ा के बराबर मिला मुझे
मांगा था सिर्फ़ क़तरा समन्दर मिला मुझे
सोया हुआ था तैबा की मैं गर्म रेत पर
फिर भी लगा कि फूलों का बिस्तर मिला मुझे
दोजख़ को हर त़रह का गुनाहगार चाहिए
जन्नत को मुस्तफ़ा का वफ़ादार चाहिए
रिज़वां तेरी बहिश्त को देखेंगे बाद में
पहले मेरे रसूल का दीदार चाहिए
Sadqe Me Mustafa Ke Barabar Mila Mujhe Lyrics In Urdu
صدقے میں مصطفیٰ کے برابر ملا مجھے
مانگا تھا صرف قطرہ سمندر ملا مجھے
سویا ہوا تھا طیبہ کی میں گرم ریت پر
پھر بھی لگا کہ پھولوں کا بستر ملا مجھے
دوزخ کو ہر طرح کا گناہگار چاہیے
جنت کو مصطفیٰ کا وفادار چاہیے
رضواں تیری بہشت کو دیکھیں گے بعد میں
پہلے میرے رسول کا دیدار چاہیے