Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum Nihayat Hi Dilkash Aur Pyari Naat E Paak Hai. Is Kalam Me Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Shaan E Aqdas Ka Bayaan Nihayat Khubsurat Andaaz Me Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Bhari Naat Ke Pyare Alfaz Ka Mutala Karte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum |
| Poet / Writer | Zaheer Usmani |
| Category | Naat-E-Paak |
| Naatkhawan / Reciter | Zaheer Usmani |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum Lyrics In Roman
Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum
Aur Rahnuma Tum Hee To Ho
Rahbar Ho Tum Mola Ho Tum
Aur Peshwa Tum Hee To Ho
Tourat Me Injeel Me Quraan Me Mousoof Tum
Yaasiñ Ho Tum Taha Ho Tum Aur Wazzoha Tum Hee To Ho
Gar Toor Par Moosa Chale Rab Se Takallum Ke Liye
Arshe Barin Par Jo Huye Jalwa Numa Tum Hee To Ho
Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum Lyrics In Hindi
सरवर हो तुम आक़ा हो तुम
और रहनुमा तुम ही तो हो
रहबर हो तुम मौला हो तुम
और पेशवा तुम ही तो हो
तौरात में इंजील में कुरान में मौसूफ़ तुम
यासीं हो तुम ताहा हो तुम और वज़्ज़ोहा तुम ही तो हो
गर तूर पर मूसा चले रब से तकल्लुम के लिए
अर्शे बरीं पर जो हुए जल्वा नुमा तुम ही तो हो
Sarwar Ho Tum Aaqa Ho Tum Lyrics In Urdu
سرور ہو تم آقا ہو تم
اور رہنما تم ہی تو ہو
رہبر ہو تم مولا ہو تم
اور پیشوا تم ہی تو ہو
تورات میں انجیل میں قرآن میں موصوف تم
یاسین ہو تم طہٰ ہو تم اور والضحیٰ تم ہی تو ہو
گر طور پر موسیٰ چلے رب سے تکلم کے لیے
عرشِ بریں پر جو ہوئے جلوہ نما تم ہی تو ہو