Aap Aaye Hain Jo Pyare Aaqa || Barkate Raza
Sarkar-e-Do Aalam ﷺ ki aamad aur unke shahar Madina pak ki bemisaal barkat par mabni yeh nihayat hi imaan-afza aur josh-o-khushi se labrez Naat-e-Pak hai. Is mubaarak kalam ke zariye Mufti Aalam Madari sahab ne milad-un-nabi ki khushiyo, pyare nabi ke pakiza paseene ki khushboo aur sayyadon ki mohabbat ko behad dilkash andaaz mein pesh … Read more