dayar-e-mustafavi ke safar ki baat karo Lyrics

dayar-e-mustafavi ke safar ki baat karo Lyrics     dayaar-e-mustafavii ke safar kii baat karo jo kar sako to mohammad ke dar kii baat karo jahaa.n-jahaa.n se hai.n guzre vo laa-makaa.n ke makii.n vufuur-e-shauq me.n us rahguzar kii baat karo vo jis kii ek nazar se amaa.n milii sab ko madiine paak ke us chaara-gar … Read more