Wafa taraaz wafa aashna bhi hote hain
Wafa taraaz wafa aashna bhi hote hain Wafa taraaz wafa aashna bhi hote hain Dubone wale bhanwar nakhuda hote hain Hamari husn parasti pe aitraz na kar Sanam parat khuda aashna bhi hote hain Janab e Musa ko jakar ke ye khabar kar do Woh mehrbañ hi nahi hain khafa bhi hote hain … Read more