Tera Hi Jalwa Tha Moula Lyrics

Tera Hi Jalwa Tha Moula Lyrics

 

 

Qawwal: Chand Qadri Afzal Chishti

Mere moula ….

Ham tere bande hein, khuda tu hai
Ham khatakr hein, ata tu hai

Shabe meraj me pata ye chala
Meem ke parde me chhupa tu hai

 

Parda jis dam utha moula
Raaz ye tab khula moula

Parda e meem ke peechhe,, tera hi jalwa tha moula

Parda e meem ke peechhe,, tera hi jalwa tha moula

 

Parda jis dam utha moula
Raaz ye tab khula moula

Parda e meem ke peechhe,, tera hi jalwa tha moula

Parda e meem ke peechhe,, tera hi jalwa tha moula

Allah allah allah allah

 

Mere moula …..
Allah allah allah allah

 

Jis ghadi tune ye chaha moula
Koi mahboob bhi to ho apna

Apne hi noor se phir noor liya
Paida phir usse muhammad ko liya

Tera wo noor jab moula
Tera wo noor jab moula, shakl e ahmad me aa gaya

 

Dekh kar noor e ahmad ko,tu bhi shaida hua moula
Dekh kar noor e ahmad ko,tu bhi shaida hua moula

Aye mere allah

 

Dekh kar noor e ahmad ko,tu bhi shaida hua moula
Dekh kar noor e ahmad ko,tu bhi shaida hua moula

Allah allah allah allah
Allah allah allah allah

 

Rahmatein duniya me nabi laye
Sarey julmat ke chhat gaye saaye

Arshe azam ne phool barsaye
Hoor o ghilman ye kahte aaye

Dekha na koi hasin aisa
Dil nashi mahjabi aisa

 

Jalwa e mustafa me hamen tera jalwa mila moula
Jalwa e mustafa me hamen tera jalwa mila moula

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Aye mere allah

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Poori jab ho gayi tamanna wo
Jo tamanna liye wo pahunchi thi

Goud me jab liya muhammad ko
Ho ke khush ye halima kahti thi

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Dekha kindeel me jibreel ne jo
Ban ke wo soorat e bashar aaya
Shabe meraj aye mere moula
Wo hi jalwa tera nazar aaya

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Allah, mere allah,mere allah,mere allah

(Sargam)

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Tegh le kar ke gusse me jis dam
Pahunche wo qatl karne ahmad ko
Kalma padhkar umar ye bol utthe
Dekhkar soorat e muhammad ko

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Koi duniya me na aisa aaya
Aql walon ne bhi yehi paaya
Tera jalwa hai muhammad beshaq
Isliye hi to nahin tha saya

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Har kali aur ye guncha chatke
Tere mahboob se aalam mahke
Unke chehre ki baat hi kya hai
Chand ki tarha se talwa chamke

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Jalwa e haq hai wo khuda ki qasam
Dekhkar har koi jhalak bola
Jab nabi ne rakha falak pe qadam
Choom kar phir Qadam falak bola

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

 

Hasti e ba-safa me dekha hai
Dilwar e aamana me dekha hai
Sarwar e ambiya me dekha hai
Yaani khairul wara me dekha hai
Ahmad e mujtaba me dekha hai
Han shahe dosara me dekha hai
Tere jalwon ko sabki aankhon ne
Soorat e mustafa me dekha hai

Tera jalwa-tera jalwa
Tera jalwa-tera jalwa

Sharing Is Caring:

Leave a Comment