Yeh Ek Nihayat Hi Ghamgeen Aur Dilsoz Manqabat-E-Maa Hai Jo Maa Ki Judaai Ke Dard Ko Bayaan Karti Hai. Is Kalam Ke Har Misre Se Maa Se Be-Had Muhabbat Aur Unki Shaan-O-Azmat Ka Izhaar Hota Hai. Chaliye Is Mukammal Kalam Ke Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Script Mein Parhte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ud Gaai Chehre Ki Rangat Maa Tere Jane Ke Baad |
| Poet / Writer | Faizi |
| Category | Manqabat e Maa |
| Naatkhawan / Reciter | Mubarak Hussain Mubarak |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Ud Gaai Chehre Ki Rangat Maa Tere Jane Ke Baad Lyrics In Roman
Muztarib Hai Dil Ki Haalat Maa Tere Jane Ke Baad
Ud Gaai Chehre Ki Rangat Maa Tere Jane Ke Baad
Tera Chehra Dekhna Bhi Tha Ibadat Ki Tarha
Ab Karun Kiski Ziyarat Maa Tere Jane Baad
Loutkar Jalse Se Jab Aaya Karunga Apne Ghar
Kis Ki Ab Dekhunga Surat Maa Tere Jane Ke Baad
Dil Ki Hasrat Hai! Sunaye Naat Faizi Khwab Me
Kab Milegi Ye Sa’adat Maa Tere Jane Ke Baad
Ud Gaai Chehre Ki Rangat Maa Tere Jane Ke Baad Lyrics In Hindi
मुज़तरिब है दिल की हालत मां तेरे जाने के बाद
उड़ गई चेहरे की रंगत मां तेरे जाने के बाद
तेरा चेहरा देखना भी था इबादत की तरह
अब करूँ किसकी ज़ियारत मां तेरे जाने के बाद
लौटकर जलसे से जब आया करूँगा अपने घर
किसकी अब देखूँगा सूरत मां तेरे जाने के बाद
दिल की हसरत है ! सुनाये नात फ़ैज़ी ख्वाब में
कब मिलेगी ये सआ़दत मां तेरे जाने के बाद
Ud Gaai Chehre Ki Rangat Maa Tere Jane Ke Baad Lyrics In Urdu
مضطرب ہے دل کی حالت ماں ترے جانے کے بعد
اڑ گئی چہرے کی رنگت ماں ترے جانے کے بعد
تیرا چہرہ دیکھنا بھی تھا عبادت کی طرح
اب کروں کس کی زیارت ماں ترے جانے کے بعد
لوٹ کر جلسے سے جب آیا کروں گا اپنے گھر
کس کی اب دیکھوں گا صورت ماں ترے جانے کے بعد
دل کی حسرت ہے سنائے نعت فیضی خواب میں
کب ملے گی یہ سعادت ماں ترے جانے کے بعد