Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri Lyrics || Barkate Raza


Yeh Ek Nihayat Hi Dilkash Aur Ruhani Sufiana Kalam Hai Jis Mein Apne Rehnuma Aur Murshid Se Aqeedat Ka Bohat Hi Khubsurat Izhaar Kiya Gaya Hai. Is Kalam Ke Har Misre Se Muhabbat Aur Tasawwuf Ki Khushboo Jhalakti Hai. Chaliye Is Barkat Bhare Kalam Ke Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Script Mein Parhte Hain.

Naat InformationDetails
Naat TitleUnke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri
Poet / WriterUnknown
CategorySufiana Kalam
Naatkhawan / ReciterAbdul Hafeez
Book NameBarkate Raza Naat Book

Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri Lyrics In Roman

Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri
Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri

Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri,
Wo Hi Mere Imam Hain Unse Hai Bandagi Meri.

Ghair Ke Dar Pe Jaayeñ Kyuñ Dast-E-Talab Badhayeñ Kyu?
Unke Ko To Khud Hi Laaj Hai Unse Hai Zindagi Meri.

Tujhko Hai Naaz Baadshah, Main Bhi Kisi Ka Hoon Gada,
Shahi Se Bhi Aziz Hai Mujhko Gadagari Meri.

Main Jinke Dar Ka Hun Gada Unka To Khud Hai Maikada,
Unki Nazar Ke Jaam Se Qayam Hai Maikashi Meri.

Murshid Yahi Ha Iltija Aaye To Aaye Yuñ Qaza,
Tum Ho Nazar Ke Saamne Saañs Ho Aakhri Meri.

Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri Lyrics In Hindi

उनके करम पे मुनहसिर रहती है ज़िंदगी मेरी
उनके करम पे मुनहसिर रहती है ज़िंदगी मेरी

उनके करम पे मुनहसिर रहती है ज़िंदगी मेरी,
वो ही मेरे इमाम हैं उनसे है बंदगी मेरी।

ग़ैर के दर पे जाएँ क्यूँ दस्त-ए-तलब बढ़ाएँ क्यूँ?
उनके को तो ख़ुद ही लाज है उनसे है ज़िंदगी मेरी।

तुझको है नाज़ बादशाह, मैं भी किसी का हूँ गदा,
शाही से भी अज़ीज़ है मुझको गदागरी मेरी।

मैं जिनके दर का हूँ गदा उनका तो ख़ुद है मैकदा,
उनकी नज़र के जाम से क़ायम है मेकशी मेरी।

मुर्शिद यही हा इल्तिजा आए तो आए यूँ क़ज़ा,
तुम हो नज़र के सामने साँस हो आख़िरी मेरी।

Unke Karam Pe Munhasir Rahti Hai Zindagi Meri Lyrics In Urdu

ان کے کرم پہ منحصر رہتی ہے زندگی میری
ان کے کرم پہ منحصر رہتی ہے زندگی میری

ان کے کرم پہ منحصر رہتی ہے زندگی میری،
وہ ہی میرے امام ہیں ان سے ہے بندگی میری۔

غیر کے در پہ جائیں کیوں دستِ طلب بڑھائیں کیوں؟
ان کے کو تو خود ہی لاج ہے ان سے ہے زندگی میری۔

تجھ کو ہے ناز بادشاہ، میں بھی کسی کا ہوں گدا،
شاہی سے بھی عزیز ہے مجھ کو گداگری میری۔

میں جن کے در کا ہوں گدا ان کا تو خود ہے میکدہ،
ان کی نظر کے جام سے قائم ہے مے کشی میری۔

مرشد یہی ہا التجا آئے تو آئے یوں قضا،
تم ہو نظر کے سامنے سانس ہو آخری میری۔

Leave a Comment