Wafadar Sahaba Naat Lyrics

Wafadar Sahaba Naat Lyrics

 

Wafadar Sahaba Song Details

Song: Wafadar Sahaba
Singer: Hafiz Tahir Qadri
Music: Hi-Tech Islamic
Starring: Hafiz Tahir Qadri
Label: Hi-Tech Islamic

 

mere pyare sahaba dil k tare shaba
sahaba sahaba hamare sahaba

aa gey maidan main wafadar,e sahaba
aa gey maidan main wafadar,e sahaba

lo aa gey maidan main wafadar,e sahaba
lo aa gey maidan main wafadar,e sahaba

hai meri jan sahaba hai meri aan sahaba
mere saans sahaba mere pehchan sahaba

izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba
izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba

zilat ka haaaaaaaannnn
zilat ka sazawaar hai ghadar e sahaba
izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba

AAQA k sahaba hai pyare sahaba
sahaba sahaba hamare sahaba

Nabi chand hain or sitaare sahaba
Siddique ki toheen bhala kese sunen ham
Siddique ki toheen bhala kese sunen ham

siddique to hain beshaq ha,a,a,a,a
siddique to hain be,shak sardaar e sahaba

sahaba k ghulaam zinda hain………..
sahaba k ghulaam zinda hain

baatil k sar ko ttan se juda kar k rakh dia
baatil k sar ko ttan se juda kar k rakh dia

mashhoor hai jahaan main ha,a,a,a,a
mashhoor hai jahaan main talwaar,e sahaba

izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba
izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba

gande dilon ko di jis ne emaan ki chamak
gande dilon ko di jis ne emaan ki chamak

be,misl,o lajwab ho,o,o,o,o
be,misl,o lajwab thi guftaar,e sahaba

izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba
hmare sahaba 3x pyare sahaba

Nabi chaand hain or sitaare sahaba
seerat hai in ki seerat Sakaar,e do aalam
seerat hai in ki seerat Sakaar,e do aalam

ALLAH ko pasand hai ha,a,a,a
ALLAH ko pasand hai kirdaar,e sahaba

aa gey maidan main wafadar,e sahaba
aa gey maidan main wafadar,e sahaba
lo aa gey maidan main wafadar,e sahaba
lo aa gey maidan main wafadar,e sahaba

kate hain naaz is pe malai,eka
kate hain naaz is pe malai,eka

hasil hai jis bashar ko ha,a,a,a,a
hasil hai jis bashar ko didaar,e sahaba

un k liy to ulfat e iblees bhot hai
un k liy to ulfat e iblees bhot hai

janton bane hue hain ha,a,a,a,a
janton bane hue hain talab,gaar e sahaba

hai meri jan sahaba hai meri aan sahaba
mere saans sahaba mere pehchan sahaba

izat ka hai haqdar wafadaar e sahaba
hmare sahaba 3x pyare sahaba

aa gey maidan main wafadar,e sahaba
aa gey maidan main wafadar,e sahaba

aa gey maidan main wafadar,e sahaba
aa gey maidan main wafadar,e sahaba

 

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment