Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics

Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics

 

 

Ya Rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera Lyrics || Owais Qadri

Allah Allah Allah Allah Allah

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Ya Rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera

La Taqnattu suna hai Hamne kalam Tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

 

Hai Tuhi dene waala pasti se de bulandi

Asfal makam mera aala makam tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Mehroom kyu rahu mein jee bhar ke kyu na lu mein

Deta hai rizk sab ko hai faiz aam tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Imaan ki kahenge Imaan hai hamara

Ahmad Rasool Tera mus’haf kalam Tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Jab tak hai dil bhavan main har dam ho yaad Teri

Jab tak zabaa hai mume jari ho naam Tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Shamso dduha Muhammad badrudduja Muhammad

Hai Noore paak roshan har sub’ho shaam Tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

Ye daag bhi na hoga Tere siva kisi ka

Kaunain mai hai jo kuchh wo hai tamam Tera

Allah Allah Allah Allah Allah

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment