Ye Pyari Naat Sharif Huzoor Nabi E Kareem Ki Shan E Mubarak Mein Padhijati Hai. Is Kalame Pak Mein Ashiqan E Rasool Ke Dil Ki Be-Qarari Aur Sarkar Ki Aamad Ka Pyara Zikr Hai. Is Khubsurat Naat Ko Padhiye Aur Bazaat E Khud Apne Dil Ko Anware Mustafa Se Munawwar Kijiye.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ye Kaun Ban Ke Sanso Ki Jankar Aaye Hein |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Ye Kaun Ban Ke Sanso Ki Jankar Aaye Hein Lyrics In Roman
Ye Kaun Ban Ke Sanson Ki Jankar Aaye Hein
Har Dil Ka Taar Kehta Hai Sarkar Aaye Hein
Ham Is Liye Bikne Sare Bazar Aaye Hein
Mehboob-E-Khuda Banke Kharidar Aaye Hein
Ye Kaun Ban Ke Sanson Ki Jankar Aaye Hein
Mehshar Mein Najdi Aur Wahabbi Ko Dekh Kar
Dozakh Kahegi Dekho Ye Gaddar Aaye Hein
Ye Kaun Ban Ke Sanson Ki Jankar Aaye Hein
Jannat Pukar Utthegi Sunni Ko Dekh Kar
Dekho Ye Mustafa Ke Wafadar Aaye Hein
Ye Kaun Ban Ke Sanson Ki Jankar Aaye Hein
Ye Kaun Ban Ke Sanso Ki Jankar Aaye Hein Lyrics In Hindi
ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं
हर दिल का तार कहता है सरकार आये हैं
हम इस लिए बिकने सरे बाजार आये हैं
महबूब-ए-खुदा बनके खरीदार आये हैं
ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं
महशर में नजदी और वह्हाबी को देख कर
दोज़ख कहेगी देखो ये गद्दार आये हैं
ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं
जन्नत पुकार उठेगी सुन्नी को देख कर
देखो ये मुस्तफा के वफादार आये हैं
ये कौन बनके सांसों की जनकार आये हैं
Ye Kaun Ban Ke Sanso Ki Jankar Aaye Hein Lyrics In Urdu
یہ کون بن کے سانسوں کی جھنکار آئے ہیں
ہر دل کا تار کہتا ہے سرکار آئے ہیں
ہم اس لیے بکنے سرِ بازار آئے ہیں
محبوبِ خدا بن کے خریدار آئے ہیں
یہ کون بن کے سانسوں کی جھنکار آئے ہیں
محشر میں نجدی اور وہابی کو دیکھ کر
دوزخ کہے گی دیکھو یہ غدار آئے ہیں
یہ کون بن کے سانسوں کی جھنکار آئے ہیں
جنت پکار اٹھے گی سنی کو دیکھ کر
دیکھو یہ مصطفیٰ کے وفادار آئے ہیں
یہ کون بن کے سانسوں کی جھنکار آئے ہیں