Ye Sab Raza Ke Faiz o Karam Ki Bahaar Hai Lyrics
Ye sab Raza ke faiz o karam ki bahaar hai,
Akhtar Raza ‘uloom ki aa’la minaar hai.
Akhtar Raza ka dhikr hai wajh e sukoon e jaañ,
Yaadoñ se unnki Gulshan e dil meiñ bahaar hai.
Arbaab ‘uloom fazl bhi kehte the dekh kar,
Iss dawr meiñ hamaara yahi taajdaar hai.
Akhtar Raza ki shaan nazar aaye kya unheiñ,
Aankhoñ meiñ jinke bughz o hasad ka gubaar hai.
Yaa Murshid e Bar Haq,
Deewaangaah e ‘ishq sajaayeiñ haiñ bara showq,
Aajaaiye ke Aap ka ab intezaar hai.
Iss roo e noor e baar ko dekhenge ab kahaañ,
Iss gham me Sunniyoñ ka jigar taar taar hai.
Ahl e Safa ki bazm mein aaye the yooñ nazar,
Taaroñ meiñ jaise chaand dikhaata bahaar hai.
Haañ haañ yahi hai Taaj e Shari’at ka aastaañ,
Har waqt jis pe rehmatoñ ki fuwaar hai.
Rakhna gali se door gawaara nahiñ kiya,
Kitna Raza ko Hazrat e Akhtar se pyaar hai.
Mukhtar who nigaah se roo-posh hogaye,
Khushboo se ab bhi unnki fiza mushkbaar hai.
raat ko chaandni jab khile lyrics
aye chaand has do ke dil hamaara lyrics
baba mehfil sajaaye baithe hain lyrics
dil mein hasrat hai ke darbar e risalat dekhun lyrics
ankhon ko noor dil ko mukammal khushi mili lyrics
rakhshinda tere husn se rukhsar e yaqeen hai lyrics
aayi naseem e koo e muhammad lyrics
koi sauda khareed lai chaj da lyrics
mubarak tumhein ham kahenge lyrics
mariyam tere dar te aawan lyrics
maa di chunni de chhavein turde rahiye lyrics
lash samajh ke lash yesu di lashan sang ralaye lyrics
das khan sitareya toon gal e vichar di lyrics
aj maa de pairan di mitti lyrics
zindagi chaar din ki mohlat hai lyrics
ye roz o shab ki betaabi lyrics
le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool lyrics