Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye Naat Lyrics || Barkate Raza


Huzoor Tajdar-E-Kainaat ﷺ Aur Aala Hazrat Ki Bargah Mein Likhi Gayi Ye Nihayat Hi Khoobsurat Aur Aqeedat Se Labraiz Naat-E-Paak ‘Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye’ Dilon Ko Roohani Sukoon Bakhshti Hai. Is Pyare Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Niche Pesh Kiye Gaye Hain.

Naat InformationDetails
Naat TitleZaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye
Poet / WriterAzhar Barelvi
CategoryNaat-E-Paak / Manqabat
Naatkhawan / ReciterOwais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye Lyrics In Roman

Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye
Sukoon Mil Jaaye Dil Ko Rooh Ko Taskeen Mil Jaaye

Hamara Farz Hai Ham Us Zabaan Ko Kaat Kar Rakh Den
Ki Jis Se Bhi Rasoole Paak Ki Touheen Ho Jaaye

Mera Dil Mujhse Kahta Hai Use Tum Jannati Likh Do
Ki Jab Koi Ghulame Hazrat-E-Tahseen Ho Jaaye

Khabar Woh Mere Murshid Ki Jab Aai Thi Bareilly Me
Woh Lamha Yaad Aa Jaye To Dil Ghamgeen Ho Jaaye

Kalame Aala Hazrat Jab Padha Jaane Lagey Azhar
To Mahfil Naat Ki Phir Aur Bhi Namkin Ho Jaaye

Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye Lyrics In Hindi

ज़बां ज़िक्रे रसूले पाक की शौकीन हो जाए
सुकूं मिल जाए दिल को रुह को तस्कीन मिल जाए

हमारा फ़र्ज़ है हम उस ज़बां को काट कर रख दें
कि जिससे भी रसूले पाक की तौहीन हो जाए

मेरा दिल मुझसे कहता है उसे तुम जन्नती लिख दो
कि जब कोई ग़ुलामे हज़रते तहसीन हो जाए

ख़बर वो मेरे मुर्शिद की जब आई थी बरेली में
वोह लम्हा याद आ जाए तो दिल ग़मगीन हो जाए

कलामे आला हज़रत जब पढ़ा जाने लगे अज़हर
तो महफ़िल नात की फिर और भी नमकीन हो जाए

Zaba Zikre Rasoole Paak Ki Shouqin Ho Jaaye Lyrics In Urdu

زباں ذکرِ رسولِ پاک کی شوقین ہو جائے
سکوں مل جائے دل کو روح کو تسکین مل جائے

ہمارا فرض ہے ہم اس زباں کو کاٹ کر رکھ دیں
کہ جس سے بھی رسولِ پاک کی توہین ہو جائے

میرا دل مجھ سے کہتا ہے اسے تم جنتی لکھ دو
کہ جب کوئی غلامِ حضرتِ تحسین ہو جائے

خبر وہ میرے مرشد کی جب آئی تھی بریلی میں
وہ لمحہ یاد آ جائے تو دل غمگین ہو جائے

کلامِ اعلیٰ حضرت جب پڑھا جانے لگے اظہر
تو محفل نعت کی پھر اور بھی نمکین ہو جائے

Leave a Comment