ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS

ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS

Zikr e khairul wara bay khatar kijiye
Han yahi kam sham o sahar kijiye
Chahtay ho jo barse karam ki ghata
Aap Ke ghar bhi aayen Habeeb e Khuda
Naat se roashni apne Ghar kijiye
Gham mile ya ke haasil ho koii khushi
Lab pay jaari rahe ya nabi ya nabi
is tarah zindgaani basar kijiye

Har Taraf se ghulaamon ki he ye sadaa
Almadad mustafa almadad mustafa

Sadqa Hasnain ka ik Nazar kijiye

Zindagi men hazaron Safar Kar liye

Dil ne chaha na chaha Magar Kar liye
Ab dare Mustafa ka safar kijiay

Chaahtay ho jo barse Karam ki gahata
Lab pay jari Rahe Mustafa Mustafa

is tarah zindagani basar kijiye 

Laakhon tufan heyn lekin kinara nahi

Or Nasir ka koi Sahara nahi
Ik Nazar ik Nazar ik Nazar kijiye

ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS

Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics

Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics

Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics

Muhammad Nabina   Naat Lyrics

Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics

Strengthen the ties of kinship

Abdullãh bin Salam رضي الله عنه narrates that Rasúlullãh ﷺ said,

“O people, exchange greetings of peace (i.e., say: السلام عليكم to one another), feed people, strengthen the ties of kinship, and be in prayer when others are asleep, you will enter Jannah in peace.” (Tirmidhi)

Beware of liars who try to misguide

Abu Hurairah رضي الله عنه narrates that Rasúlullãh ﷺ said,

“There will come in the time close to Qiyaamah some impostors and liars who will bring narrations never heard by you and your forefathers, so beware of them lest they misguide you and afflict you with tribulation.” (Sahih Muslim)

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d