Zulfon Ne Teri Le Liye Imaan Hazaaron || ज़ुल्फ़ों ने तेरी ले लिए ईमान हज़ारों

Ishq-e-haqeeqi aur sufiyaana rang se sabaq daiti yeh nihayat hi maqbool aur haseen qawwali har aashiq ke dil mein wajd ki kaifiyat paida kar deti hai. Is kalam-e-pak mein mehboob ki haseen zulfon, unki tasveer aur unke rukh-e-mubeen ki tareef ko nihayat hi aala shayeri andaz mein bayan kiya gaya hai. Aaiye is maseeha-nafs kalaam ke pyare alfaaz ko apne dilon mein basayein aur ishq ki dhoom machayein.

Naat Information Details
Naat Title Zulfon Ne Teri Le Liye Imaan Hazaaron
Poet / Writer Traditional / Various Poets
Category Sufi Kalam / Qawwali
Naatkhawan / Reciter Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

Naat Lyrics in Roman

tanhayi mein fariyaad to kar sakta hoon
veerane ko aabaad to kar sakta hoon

jab chahoon tumhein mil nahi sakta hoon
jab chahoon tumhein yaad to kar sakta hoon

mujhe kya teri bahein mil gayi hain
zamaane se panahein mil gayi hain

mile hain kya tere nakshe gafe paa
tere milne ki raahein mil gayi hain

hua hoon beniyaaze dair o kaaba
tere milne ki rahein mil gayi hain

saari duniya ke haseen ek taraf
aap ka rooh e mubeen ek taraf

kaaba e dil mein saja li hamne
teri tasveer kahin ek taraf

zulfon ne teri le liye imaan hazaaron
aaraz ne tere de diye quran hazaaron

le deke tere zulf ne imaan hazaaron
allah banaye hain musalmaan hazaaron

padh jaati hai jab ek nazar aap ke rukh par
padh leti hain aankhen meri quran hazaaron

Naat Lyrics in Hindi

तन्हाई में फ़रियाद तो कर सकता हूँ
वीरान को आबाद तो कर सकता हूँ

जब चाहूँ तुम्हें मिल नहीं सकता हूँ
जब चाहूँ तुम्हें याद तो कर सकता हूँ

मुझे क्या तेरी बाहें मिल गयी हैं
ज़माने से पनाहें मिल गयी हैं

मिले हैं क्या तेरे नक़्श-ए-कफ़-ए-पा
तेरे मिलने की राहें मिल गयी हैं

हुआ हूँ बे-नियाज़-ए-दैर-ओ-काबा
तेरे मिलने की राहें मिल गयी हैं

सारी दुनिया के हसीं एक तरफ़
आप का रू-ए-मुबीन एक तरफ़

काबा-ए-दिल में सजा ली हमने
तेरी तस्वीर कहीं एक तरफ़

ज़ुल्फ़ों ने तेरी ले लिए ईमान हज़ारों
आरिज़ ने तेरे दे दिए क़ुरआन हज़ारों

ले देके तेरी ज़ुल्फ़ ने ईमान हज़ारों
अल्लाह बनाए हैं मुसलमान हज़ारों

पड़ जाती है जब एक नज़र आप के रुख़ पर
पढ़ लेती हैं आँखें मेरी क़ुरआन हज़ारों

Naat Lyrics in Urdu

تنہائی میں فریاد تو کر سکتا ہوں
ویرانے کو آباد تو کر سکتا ہوں

جب چاہوں تمہیں مل نہیں سکتا ہوں
جب چاہوں تمہیں یاد تو کر سکتا ہوں

مجھے کیا تیری باہیں مل گئی ہیں
زمانے سے پناہیں مل گئی ہیں

ملے ہیں کیا تیرے نقشِ کفِ پا
تیرے ملنے کی راہیں مل گئی ہیں

ہوا ہوں بے نیازِ دیر و کعبہ
تیرے ملنے کی راہیں مل گئی ہیں

ساری دنیا کے حسیں ایک طرف
آپ کا روئے مبین ایک طرف

کعبۂ دل میں سجا لی ہم نے
تیری تصویر کہیں ایک طرف

زلفوں نے تیری لے لیے ایمان ہزاروں
عارض نے تیرے دے دیے قرآن ہزاروں

لے دے کے تیری زلف نے ایمان ہزاروں
اللہ بنائے ہیں مسلمان ہزاروں

پڑھ جاتی ہے جب ایک نظر آپ کے رخ پر
پڑھ لیتی ہیں آنکھیں میری قرآن ہزاروں

Leave a Comment