Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyrics

Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyrics

 

Lyrics

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai

Bande ke dil mein kya hai allah janta hai

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai

Yeh farsh-o-arsh kya hai allah janta hai

Yeh farsh-o-arsh kya hai allah janta hai

Pardon mein kya chhupa hai allah janta hai

Jaakar jahaan se koi wapas nahin hai aata

Jaakar jahaan se koi wapas nahin hai aata

Woh kaunsi jagah hai allah janta hai

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai

Neki-badi ko apnee kitna hi tu chupaaye

Neki-badi ko apnee kitna hi tu chupaaye

Allah ko sab pata hai allah janta hai

Ye dhoop-chaon dekho ye subah-shaam dekho

Ye dhoop-chaon dekho ye subah-shaam dekho

Sab kyoon ye ho raha hai allah janta hai

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai

Kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin

Kismat ke naam ko to sab jaante hain lekin

Kismat mein kya likha hai allah janta hai

Jo bhee bura bhala hai allah janta hai.

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment